मुझे तुम मिल गए हमदम सहारा हो तो ऐसा हो
मुझे तुम मिल गए हमदम सहारा हो तो ऐसा हो
जिधर देखूँ उधर तुम हो नज़ारा हो तो ऐसा हो
मुझे तुम मिल गए …
किसी का चाँद सा चेहरा नज़र से चूम लेती हूँ -2
ख़ुशी की इन्तहाँ ये है नशे में झूम लेती हूँ -2
हुई तक़दीर भी रोशन सितारा हो तो ऐसा हो
जिधर देखूँ उधर …
उधर दिल है इधर जाँ है अजब मुश्किल का सामाँ है -2
लबों पर मुस्कराहट है मगर साँसों में तूफ़ाँ है -2
ये मैं जानूँ या तुम जानो इशारा हो तो ऐसा हो
जिधर देखूँ उधर …
mujhe tum mil gae hamdam sahārā ho to aisā ho
jidhar dekhūṇ udhar tum ho nazārā ho to aisā ho
mujhe tum mil gae …
kisī kā chāṇd sā chehrā nazar se chūm letī hūṇ -2
khuśhī kī inthāṇ ye hai naśhe meṅ jhūm letī hūṇ -2
huī taqdīr bhī rośhan sitārā ho to aisā ho
jidhar dekhūṇ udhar …
udhar dil hai idhar jāṇ hai ajab muśhkil kā sāmāṇ hai -2
laboṅ par muskrāhaṭ hai magar sāṇsoṅ meṅ tūfāṇ hai -2
ye maiṅ jānūṇ yā tum jāno iśhārā ho to aisā ho
jidhar dekhūṇ udhar …