मुझे रात दिन बस मुझे चाहती हो
मुझे रात दिन बस मुझे चाहती हो
कहो ना कहो मुझको सब कुछ पता है
हां करूं क्या मुझे तुम बताती नहीं हो
छुपाती हो मुझसे ये तुम्हारी खता है
हां मुझे रात दिन …
मेरी बेकरारी को हद से बढ़ाना
तुम्हें खूब आता है बातें बनाना
निगाहें मिलाके यूं मेरा चैन लेना
सताके मोहब्बत में यूं दर्द देना
मुझे देखके ऐसे पलकें झुकाना
शरारत नहीं है तो फिर और क्या है
हां मुझे रात दिन …
तुम्हें नींद आएगी अब ना मेरे बिन
मुझे है यकीं ऐसा आएगा इक दिन
खुली तेरी ज़ुल्फ़ों में सोया रहूँगा
तेरे ही ख्यालों में खोया रहूंगा
कभी गौर से मेरी आँखों में देखो
मेरी जां तुम्हारा ही चेहरा छुपा है
हां मुझे रात दिन …
mujhe rāt din bas mujhe chāhtī ho
kaho nā kaho mujhko sab kuchh patā hai
hāṅ karūṅ kyā mujhe tum batātī nahīṅ ho
chhupātī ho mujhse ye tumhārī khatā hai
hāṅ mujhe rāt din …
merī bekrārī ko had se baṛhānā
tumheṅ khūb ātā hai bāteṅ banānā
nigāheṅ milāke yūṅ merā chain lenā
satāke mohabbat meṅ yūṅ dard denā
mujhe dekhke aise palkeṅ jhukānā
śharārat nahīṅ hai to phir aur kyā hai
hāṅ mujhe rāt din …
tumheṅ nīṅd āegī ab nā mere bin
mujhe hai yakīṅ aisā āegā ik din
khulī terī zulfoṅ meṅ soyā rahūṇgā
tere hī khyāloṅ meṅ khoyā rahūṅgā
kabhī gaur se merī āṇkhoṅ meṅ dekho
merī jāṅ tumhārā hī chehrā chhupā hai
hāṅ mujhe rāt din …