Mujhe mil gayaa bahaanaa teree deed kaa

मुझे मिल गया बहाना तेरी दीद का
Year
Language

मुझे मिल गया बहाना तेरी दीद का
कैसी खुशी ले के आया चाँद ईद का

जुल्फ मचल के खुल खुल जाये
चाल में मस्ती घूल घूल जाये
ऐसी खुशी आज मिली, आज मिली ऐसी खुशी
आँखों में नाम नहीं नींद का

जागती आँखें बुनती हैं सपने
तुझ को बीठा के पहलू में अपने
दिल की लगी ऐसी बढ़ी, ऐसी बढ़ी दिल की लगी
आँखों में नाम नहीं नींद का

आते ही तेरे चटकी हैं कलियाँ
दिल बन बन के धडकी हैं गलियाँ
ऐसी सजी रात मेरी, रात मेरी ऐसी सजी
आँखों में नाम नहीं नींद का

mujhe mil gayā bahānā terī dīd kā
kaisī khuśhī le ke āyā chāṇd īd kā

julph machal ke khul khul jāye
chāl meṅ mastī ghūl ghūl jāye
aisī khuśhī āj milī, āj milī aisī khuśhī
āṇkhoṅ meṅ nām nahīṅ nīṅd kā

jāgtī āṇkheṅ buntī haiṅ sapne
tujh ko bīṭhā ke pahlū meṅ apne
dil kī lagī aisī baṛhī, aisī baṛhī dil kī lagī
āṇkhoṅ meṅ nām nahīṅ nīṅd kā

āte hī tere chaṭkī haiṅ kaliyāṇ
dil ban ban ke dhaḍkī haiṅ galiyāṇ
aisī sajī rāt merī, rāt merī aisī sajī
āṇkhoṅ meṅ nām nahīṅ nīṅd kā