मुझे मिल गया बहाना तेरी दीद का
मुझे मिल गया बहाना तेरी दीद का
कैसी खुशी लेके आया चाँद, ईद का
मुझे मिल गया बहाना तेरी दीद का - 2
ज़ुल्फ़ मचलके खुल खुल जाये
चाल में मस्ती घुल घुल जाये, घुल घुल जाये
ऐसी खुशी आज मिली आज मिली ऐसी खुशी
आँखों मैं नाम नहीं, नींद का
मुझे मिल गया बहाना …
जागती आँखें बुनती हैं सपने
तुझको बिठाके पहलू में अपने, पहलू में अपने
दिल की लगी ऐसी बड़ी ऐसी बड़ी दिल की लगी
आँखों मैं नाम नहीं नींद का
मुझे मिल गया बहाना तेरी दीद का
कैसी खुशी लेके आया चाँद ईद का
मुझे मिल गया बहाना तेरी दीद का
mujhe mil gayā bahānā terī dīd kā
kaisī khuśhī leke āyā chāṇd, īd kā
mujhe mil gayā bahānā terī dīd kā - 2
zulf machalke khul khul jāye
chāl meṅ mastī ghul ghul jāye, ghul ghul jāye
aisī khuśhī āj milī āj milī aisī khuśhī
āṇkhoṅ maiṅ nām nahīṅ, nīṅd kā
mujhe mil gayā bahānā …
jāgtī āṇkheṅ buntī haiṅ sapne
tujhko biṭhāke pahlū meṅ apne, pahlū meṅ apne
dil kī lagī aisī baṛī aisī baṛī dil kī lagī
āṇkhoṅ maiṅ nām nahīṅ nīṅd kā
mujhe mil gayā bahānā terī dīd kā
kaisī khuśhī leke āyā chāṇd īd kā
mujhe mil gayā bahānā terī dīd kā