You are here

Ankhiyon ne raat k‌yaa jaadoo kiyaa ... maine koee jaadoo naheen kiyaa

Title (Indic)
अँखियों ने रात क्‌या जादू किया ... मैने कोई जादू नहीं किया
Work
Year
Language
Credits
Role Artist
Music Anu Malik
Performer Babul Supriyo
Pinki
Preeti
Writer Sameer

Lyrics

Hindi

अँखियों ने रात क्‌या जादू किया क्‌या जादू किया क्‌या जादू किया
मैने कोई जादू नहीं किया तू ही मेरे पीछे आया पिया
अँखियाँ मिला के तू ने दिल को चुराया लूटा लूटा लूटा मेरा जिया ओह

शोख हसीना खुश्बू वाली चाँद भी तुझ पे मरता
इतनी हसीं हूँ चाँद बेचारा और भला क्‌या करता
चाँद की बातें चाँद पे छोड़ो अपनी बात बताओ
बिन बोले हर बात समझ लो यूँ ना पहेली बुझाओ
सोना सोना मैं हूँ सोना
इतना कह दो मेरी हो ना

अँखियां मिला के …
अँखियों ने रात क्‌या जादू किया
मैने कोई जादू नहीं किया
क्‌या जादू किया क्‌या जादू किया क्‌या जादू किया

इस महफ़िल में मेरे दिल में किस ने आग लगाई
आग लगाने वाली तुझे तड़पाने वाली मुझ को नज़र ना आई
छम छम पायल क्‌यूँ बजती है मुझ को ज़रा समझाओ
बात समझनी है जो तुम को पास मेरे आ जाओ
छू ना छू ना बइयाँ गोरी
दिल तू दे दे चोरी चोरी

अँखियां मिला के …
हो ओ ओ

English

aṇkhiyoṅ ne rāt k‌yā jādū kiyā k‌yā jādū kiyā k‌yā jādū kiyā
maine koī jādū nahīṅ kiyā tū hī mere pīchhe āyā piyā
aṇkhiyāṇ milā ke tū ne dil ko churāyā lūṭā lūṭā lūṭā merā jiyā oh

śhokh hasīnā khuśhbū vālī chāṇd bhī tujh pe martā
itnī hasīṅ hūṇ chāṇd bechārā aur bhalā k‌yā kartā
chāṇd kī bāteṅ chāṇd pe chhoṛo apnī bāt batāo
bin bole har bāt samajh lo yūṇ nā pahelī bujhāo
sonā sonā maiṅ hūṇ sonā
itnā kah do merī ho nā

aṇkhiyāṅ milā ke …
aṇkhiyoṅ ne rāt k‌yā jādū kiyā
maine koī jādū nahīṅ kiyā
k‌yā jādū kiyā k‌yā jādū kiyā k‌yā jādū kiyā

is mahafil meṅ mere dil meṅ kis ne āg lagāī
āg lagāne vālī tujhe taṛpāne vālī mujh ko nazar nā āī
chham chham pāyal k‌yūṇ bajtī hai mujh ko zarā samjhāo
bāt samajhnī hai jo tum ko pās mere ā jāo
chhū nā chhū nā baiyāṇ gorī
dil tū de de chorī chorī

aṇkhiyāṅ milā ke …
ho o o

Lyrics search