Mujhe kahte hain kalloo kavvaal ... teraa meraa saath rahegaa

मुझे कहते हैं कल्लू कव्वाल ... तेरा मेरा साथ रहेगा
Year
Language

मुझे कहते हैं
मुझे कहते हैं कल्लू कव्वाल कल्लू कव्वाल
कि तेरा मेरा तेरा मेरा साथ रहेगा

मैं हूँ ठुमरी तो तू है ख़याल
तेरा मेरा तेरा मेरा साथ रहेगा
हो मुझे कहते हैं …

राजा मैं गीतों का तू सुर की रानी
तू सुर की रानी
गा के सुनाएं हम अपनी कहानी
अपनी कहानी
तू मेरे गीतों की है ज़िंदगानी
तेरे गीतों में
तेरे गीतों में है वो कमाल ओ कल्लू कव्वाल
तेरा मेरा …

सूरत से पहचाने मुझको ज़माना
मुझको ज़माना
आवारा छलिया अनाड़ी दीवाना
अनाड़ी दीवाना
कैसा हूँ दिल का किसी ने न जाना
नहीं दुनिया में
नहीं दुनिया में तेरी मिसाल ओ कल्लू कव्वाल
तेरा मेरा …

mujhe kahte haiṅ
mujhe kahte haiṅ kallū kavvāl kallū kavvāl
ki terā merā terā merā sāth rahegā

maiṅ hūṇ ṭhumrī to tū hai khayāl
terā merā terā merā sāth rahegā
ho mujhe kahte haiṅ …

rājā maiṅ gītoṅ kā tū sur kī rānī
tū sur kī rānī
gā ke sunāeṅ ham apnī kahānī
apnī kahānī
tū mere gītoṅ kī hai ziṅdgānī
tere gītoṅ meṅ
tere gītoṅ meṅ hai vo kamāl o kallū kavvāl
terā merā …

sūrat se pahchāne mujhko zamānā
mujhko zamānā
āvārā chhaliyā anāṛī dīvānā
anāṛī dīvānā
kaisā hūṇ dil kā kisī ne na jānā
nahīṅ duniyā meṅ
nahīṅ duniyā meṅ terī misāl o kallū kavvāl
terā merā …