मुझे इकरार करने दे ... मुझको तू प्यार करने दे
मुझे इकरार करने दे ज़रा इज़हार करने दे
अँखियों को चार करने दे मुझको तू प्यार करने दे
ना ना ना छोड़ पीछा छोड़ मेरा जा दीवानी जा
मुझे इकरार करने …
क्यूं मेरा तन महका क्यूं बाईं आँख फड़की
मैने तो पहले कभी देखी ना ऐसी लड़की
देख लेना पास आ के तू तो बला है
लूट लेगी मुस्करा के काहे सताए
जानता हूँ जान तेरा क्या इरादा
मुझे इकरार करने …
देखा जो मैने तुमको दीवाना दिल धड़का
जाने दो कर ना खता शोले को यूं ना भड़का
इश्क़ में सब भूल जा रे जी ना जला रे
क्या कहेंगे लोग सारे हम हैं गवाह रे
काम करने दे मुझे तू रोक ना रस्ता
मुझे इकरार करने …
mujhe ikrār karne de zarā izhār karne de
aṇkhiyoṅ ko chār karne de mujhko tū pyār karne de
nā nā nā chhoṛ pīchhā chhoṛ merā jā dīvānī jā
mujhe ikrār karne …
kyūṅ merā tan mahkā kyūṅ bāīṅ āṇkh phaṛkī
maine to pahle kabhī dekhī nā aisī laṛkī
dekh lenā pās ā ke tū to balā hai
lūṭ legī muskrā ke kāhe satāe
jāntā hūṇ jān terā kyā irādā
mujhe ikrār karne …
dekhā jo maine tumko dīvānā dil dhaṛkā
jāne do kar nā khatā śhole ko yūṅ nā bhaṛkā
iśhq meṅ sab bhūl jā re jī nā jalā re
kyā kaheṅge log sāre ham haiṅ gavāh re
kām karne de mujhe tū rok nā rastā
mujhe ikrār karne …