मुझे दर्द-ए-दिल का पता न था
मुझे दर्द-ए-दिल का पता न था
मुझे आप किसलिए मिल गए
मैं अकेले यूँ ही मजे में था
मुझे आप किसलिए मिल गए
यूँ ही अपने अपने सफ़र में गुम
कही दूर मैं, कही दूर तुम
चले जा रहे थे जुदा, जुदा
मुझे आप किसलिए मिल गए
मैं गरीब हाथ बढ़ा तो दूँ
तुम्हे पा सकू के ना पा सकू
मेरी जान बहोत हैं ये फासला
मुझे आप किसलिए मिल गए
ना मैं चाँद हूँ, किसी शाम का
ना चिराग हूँ, किसी बाम का
मैं तो रास्ते का हूँ एक दिया
मुझे आप किसलिए मिल गए
mujhe dard-e-dil kā patā na thā
mujhe āp kislie mil gae
maiṅ akele yūṇ hī maje meṅ thā
mujhe āp kislie mil gae
yūṇ hī apne apne safar meṅ gum
kahī dūr maiṅ, kahī dūr tum
chale jā rahe the judā, judā
mujhe āp kislie mil gae
maiṅ garīb hāth baṛhā to dūṇ
tumhe pā sakū ke nā pā sakū
merī jān bahot haiṅ ye phāslā
mujhe āp kislie mil gae
nā maiṅ chāṇd hūṇ, kisī śhām kā
nā chirāg hūṇ, kisī bām kā
maiṅ to rāste kā hūṇ ek diyā
mujhe āp kislie mil gae