मुझ को ख़ुदा ने दे दिया प्यार तेरा जो साथिया
मुझ को ख़ुदा ने दे दिया प्यार तेरा जो साथिया
मानो जैसे मिल गया है जन्नत का रस्ता
मैं चलती थी रास्ते इक मंज़िल के वास्ते
तुझ से मिल के यूँ लगा जाना मुझ को है कहाँ
हम दोनों का मिलना था जानां
प्यार यूं ही ये खिलना था जानां
मेरी आँखों में मेरी साँसों में
बस तू ही है जानां
मुझ को ख़ुदा ने दे दिया …
तू रहे तो रहे मेरी ज़िंदगी कहता हूँ रब से
संग तेरे बिताऊँ मैं हर खुशी अब से यहीं से
तेरा नाम मेरी ज़ुबां से न जाए
जो तू ना रहे तो मेरी जान जाए
मेरी आँखों में मेरी साँसों में
बस तू ही है जानां
मुझ को ख़ुदा ने दे दिया …
फ़ासले हो रहे हैं कम जान-ए-मन कम बस एक पल में
एक जां बन गए हैं ये दो बदन बस एक पल में
ये जो भी नशा है बड़ा ही मज़ा है
यहाँ धड़कनों की यही तो सदा है
मेरी आँखों में मेरी साँसों में
बस तू ही है जानां
मुझ को ख़ुदा ने दे दिया …
mujh ko khudā ne de diyā pyār terā jo sāthiyā
māno jaise mil gayā hai jannat kā rastā
maiṅ chaltī thī rāste ik maṅzil ke vāste
tujh se mil ke yūṇ lagā jānā mujh ko hai kahāṇ
ham donoṅ kā milnā thā jānāṅ
pyār yūṅ hī ye khilnā thā jānāṅ
merī āṇkhoṅ meṅ merī sāṇsoṅ meṅ
bas tū hī hai jānāṅ
mujh ko khudā ne de diyā …
tū rahe to rahe merī ziṅdgī kahtā hūṇ rab se
saṅg tere bitāūṇ maiṅ har khuśhī ab se yahīṅ se
terā nām merī zubāṅ se na jāe
jo tū nā rahe to merī jān jāe
merī āṇkhoṅ meṅ merī sāṇsoṅ meṅ
bas tū hī hai jānāṅ
mujh ko khudā ne de diyā …
fāsle ho rahe haiṅ kam jān-e-man kam bas ek pal meṅ
ek jāṅ ban gae haiṅ ye do badan bas ek pal meṅ
ye jo bhī naśhā hai baṛā hī mazā hai
yahāṇ dhaṛaknoṅ kī yahī to sadā hai
merī āṇkhoṅ meṅ merī sāṇsoṅ meṅ
bas tū hī hai jānāṅ
mujh ko khudā ne de diyā …