मुहब्बत की राहों में, चलना सम्भल के
मुहब्बत की राहों में
चलना सम्भल के
यहाँ जो भी आया
गया हाथ मल के
न पाई किसी ने मुहब्बत की मंज़िल
क़दम डगमगाए, ज़रा दूर चल के
हमें ढूँढती है, बहारों की दुनिया
कहाँ आ गए हम, चमन से निकल के
कहीं डूब जाए न, हसरत भरा दिल
न यूँ तीर फ़ेंको, निशाना बदल के
muhabbat kī rāhoṅ meṅ
chalnā sambhal ke
yahāṇ jo bhī āyā
gayā hāth mal ke
na pāī kisī ne muhabbat kī maṅzil
qadam ḍagamgāe, zarā dūr chal ke
hameṅ ḍhūṇḍhtī hai, bahāroṅ kī duniyā
kahāṇ ā gae ham, chaman se nikal ke
kahīṅ ḍūb jāe na, hasrat bharā dil
na yūṇ tīr feṅko, niśhānā badal ke