Muhabbat kee khushee do din kee ... kabhee khaamosh ho jaanaa

मुहब्बत की ख़ुशी दो दिन की ... कभी ख़ामोश हो जाना
Work
Year
Language

मुहब्बत की ख़ुशी दो दिन की होऽऽ ग़म ज़िन्दगी भर केऽऽ
ये जीना कोई जीना हैऽऽऽ जिये जाते हैं मर मर के

( कभी ख़ामोश हो जाना कभी फ़रियाद कर लेना
मगर उस बेवफ़ा को चुपके चुपके याद कर लेना
हो छुपकर याद कर लेना ) -2

जुदाई में किसी की दो ही बातें अच्छी लगती हैं -2
मिली रोने से जब फ़ुर्सत -2 तो उनको याद कर लेना
हो छुपकर याद कर लेना
कभी ख़ामोश हो जाना …

मेरे बिछड़े हुए साथी मुझे बरबाद रहने दे -2
तू अपने प्यार की दुनिया -2
कहीं आबाद कर लेना -2
कभी ख़ामोश हो जाना …

muhabbat kī khuśhī do din kī ho'' ġham zindgī bhar ke''
ye jīnā koī jīnā hai''' jiye jāte haiṅ mar mar ke

( kabhī khāmośh ho jānā kabhī fariyād kar lenā
magar us bevafā ko chupke chupke yād kar lenā
ho chhupkar yād kar lenā ) -2

judāī meṅ kisī kī do hī bāteṅ achchhī lagtī haiṅ -2
milī rone se jab fursat -2 to unko yād kar lenā
ho chhupkar yād kar lenā
kabhī khāmośh ho jānā …

mere bichhaṛe hue sāthī mujhe barbād rahne de -2
tū apne pyār kī duniyā -2
kahīṅ ābād kar lenā -2
kabhī khāmośh ho jānā …