मुहब्बत की हसीं शुरुआत ... आप मुझे अच्छे लगने लगे
मुहब्बत की हसीं शुरुआत हो गई
मेरी दुनिया मेरे सपने अब सजने लगे
के आप मुझे अच्छे लगने लगे
मंज़िलें हैं नई रास्ते हैं नए
हम ज़मीं से आसमां तक अब उड़ने लगे
के आप मुझे …
राज़ क्या है ज़िंदगी का खुल गया खुल गया
दिल का आईना खुशी से धुल गया धुल गया
हम भी अपनी एक दुनिया रखने लगे
के आप मुझे …
सोची समझी ये मुलाकातें नहीं जी नहीं
हाँ आदमी के बस की ये बातें नहीं जी नहीं
रब ने चाहा तो ये दिल यूँ मिलने लगे
के आप मुझे …
muhabbat kī hasīṅ śhuruāt ho gaī
merī duniyā mere sapne ab sajne lage
ke āp mujhe achchhe lagne lage
maṅzileṅ haiṅ naī rāste haiṅ nae
ham zamīṅ se āsmāṅ tak ab uṛne lage
ke āp mujhe …
rāz kyā hai ziṅdgī kā khul gayā khul gayā
dil kā āīnā khuśhī se dhul gayā dhul gayā
ham bhī apnī ek duniyā rakhne lage
ke āp mujhe …
sochī samjhī ye mulākāteṅ nahīṅ jī nahīṅ
hāṇ ādmī ke bas kī ye bāteṅ nahīṅ jī nahīṅ
rab ne chāhā to ye dil yūṇ milne lage
ke āp mujhe …