मुहब्बत का मज़ा पाया ... कभी मैने कभी तूने
मुहब्बत का मज़ा पाया मज़ा पाया मज़ा पाया
कभी मैने कभी तूने कभी मैने कभी तूने
ज़माने भर को तरसाया तरसाया हाँ तरसाया
कभी मैने कभी तूने …
मेरे दिल के वरक पर तूने जो पैगाम लिखा है
बहुत ही खूबसूरत इसमें तेरा नाम लिखा है
न थी ऐसी मेरी तकदीर इस पैगाम से पहले
मेरा भी नाम अब आएगा तेरे नाम से पहले
कि शोला दिल का भड़काया भड़काया हाँ भड़काया
कभी मैने कभी तूने …
हमारे वास्ते बाकी नहीं मजबूरियां दिल की
ज़रा सी देर में सब मिट गई हैं दूरियां दिल की
नया इक मोड़ है ये अपनी चाहत की कहानी का
दिलों के साज ने छेड़ा है इक नग़मा जवानी का
ये नग़मा झूमकर गाया अजी गाया हाँ गाया
कभी मैने कभी तूने …
muhabbat kā mazā pāyā mazā pāyā mazā pāyā
kabhī maine kabhī tūne kabhī maine kabhī tūne
zamāne bhar ko tarsāyā tarsāyā hāṇ tarsāyā
kabhī maine kabhī tūne …
mere dil ke varak par tūne jo paigām likhā hai
bahut hī khūbsūrat ismeṅ terā nām likhā hai
na thī aisī merī takdīr is paigām se pahle
merā bhī nām ab āegā tere nām se pahle
ki śholā dil kā bhaṛkāyā bhaṛkāyā hāṇ bhaṛkāyā
kabhī maine kabhī tūne …
hamāre vāste bākī nahīṅ majbūriyāṅ dil kī
zarā sī der meṅ sab miṭ gaī haiṅ dūriyāṅ dil kī
nayā ik moṛ hai ye apnī chāhat kī kahānī kā
diloṅ ke sāj ne chheṛā hai ik naġhmā javānī kā
ye naġhmā jhūmkar gāyā ajī gāyā hāṇ gāyā
kabhī maine kabhī tūne …