khūbsurat hasīnā, jān-e-jāṅ, jān-e-man
raṅg jis ke laboṅ kā ḍhūṅḍhtā hai chaman
tū nahīṅ, tū nahīṅ, vo hasīṅ to sanam koī aur hī hai
khūbsurat dīvānā, jān-e-jāṅ, jān-e-man
sun ke jiske phasāne, jhūm uṭhā merā man
tū nahīṅ, tū nahīṅ, vo hasīṅ to sanam koī aur hī hai
kal vo milī thī, to śhab bātoṅ meṅ ḍhalī thī
mujhe chheṛo na aise, batā do kaun thī vo
nāzoṅ palī thī, vo śhabnam thī yā kalī thī
jaisī, vo thī, vaisī tū nahīṅ, tū nahīṅ, vo hasīṅ to sanam koī aur hī hai
khvāboṅ meṅ aksar vo āne jāne lagā hai
o chalo chhoṛo rahne do, nahīṅ ye dillgī achchhī
is dillgī meṅ ye dil jal jāne lagā hai
kaise kah dūṇ, tū hai, tū nahīṅ, tū nahīṅ vo hasīṅ to sanam koī aur hī hai
jhūme nazāre, agar vo julphe sṇvāre
merā dil nā jalā sun le, mere badle use chun le
samjhī nahīṅ tū, terī jānib haiṅ iśhāre
hāṇ hāṇ, tū hī hai vo, tū nahīṅ, tū nahīṅ, vo hasīṅ to sanam terā pyār hai