अरे हे ऊँची-ऊँची बातों से किसी का पेट भरता नहीं
र: अरे हे ऊँची-ऊँची बातों से किसी का पेट भरता नहीं
आ: अरे हे है राम का भरोसा जिसे कभी भूखा मरता नहीं
अरे हे ऊँची-ऊँची …
को: आ आ आ
र: कोई कुछ भी कर ले प्यारे
झूठ ना जीती सच ना हारे
आ: ये ऐसा दस्तूर है बस जो बदलता नहीं
अरे हे ऊँची-ऊँची …
को: हे हे हे हे हो हो हो हो
र: लेने वाला देने वाला
कौन है बोलो ऊपर वाला
को: ऊपर वाला
आ: वो है जिसके साथ वो दुनिया से डरता नहीं
अरे हे ऊँची-ऊँची …
ra: are he ūṇchī-ūṇchī bātoṅ se kisī kā peṭ bhartā nahīṅ
ā: are he hai rām kā bharosā jise kabhī bhūkhā martā nahīṅ
are he ūṇchī-ūṇchī …
ko: ā ā ā
ra: koī kuchh bhī kar le pyāre
jhūṭh nā jītī sach nā hāre
ā: ye aisā dastūr hai bas jo badaltā nahīṅ
are he ūṇchī-ūṇchī …
ko: he he he he ho ho ho ho
ra: lene vālā dene vālā
kaun hai bolo ūpar vālā
ko: ūpar vālā
ā: vo hai jiske sāth vo duniyā se ḍartā nahīṅ
are he ūṇchī-ūṇchī …