म्र ळोव ळोव तेरी आँखों ... अखियां तू मिला ले राजा
ऐ ओ ए ओ Mr Lova Lova
Mr Lova Lova तेरी आँखों का जादू
Mr Lova Lova तेरी बातों का जादू
अखियां तू मिला ले राजा आए हैं दिन बहार के
अखियां तू चुरा ले राजा जाएं ना दिन ये प्यार के
नींद उड़ती हैं उड़ने भी दे
चैन खोता है खोने भी दे
Mr Lova Lova तेरी आँखों का जादू
Mr Lova Lova तेरी बातों का जादू
Mr Lova Lova मेरा दिल धड़काए
Mr Lova Lova मेरी जान ये जाए
लगता है मुझको तेरी तबीयत ठीक नहीं
ठीक भला हो कैसे तू नज़दीक नहीं
रहने दे बाबा कहने दे कुछ तो कहने दे
अँखियों के बोल ये समझो बोलो ना
अखियां तू मिला ले …
प्यार तेरा जीना है ये प्यार निभाना है
सोच ले फिर जल्दी है क्या सोच लिया जी सोच लिया
क्या बोले तुम फिर से बोलना
अखियां तू मिला ले …
नींद उड़ती हैं उड़ने भी दे
चैन खोता है खोने भी दे
जान जाती हैं जाने भी दे
ये जो होता है होने भी दे
अखियां तू मिला ले …
ai o e o Mr Lova Lova
Mr Lova Lova terī āṇkhoṅ kā jādū
Mr Lova Lova terī bātoṅ kā jādū
akhiyāṅ tū milā le rājā āe haiṅ din bahār ke
akhiyāṅ tū churā le rājā jāeṅ nā din ye pyār ke
nīṅd uṛtī haiṅ uṛne bhī de
chain khotā hai khone bhī de
Mr Lova Lova terī āṇkhoṅ kā jādū
Mr Lova Lova terī bātoṅ kā jādū
Mr Lova Lova merā dil dhaṛkāe
Mr Lova Lova merī jān ye jāe
lagtā hai mujhko terī tabīyat ṭhīk nahīṅ
ṭhīk bhalā ho kaise tū nazdīk nahīṅ
rahne de bābā kahne de kuchh to kahne de
aṇkhiyoṅ ke bol ye samjho bolo nā
akhiyāṅ tū milā le …
pyār terā jīnā hai ye pyār nibhānā hai
soch le phir jaldī hai kyā soch liyā jī soch liyā
kyā bole tum phir se bolnā
akhiyāṅ tū milā le …
nīṅd uṛtī haiṅ uṛne bhī de
chain khotā hai khone bhī de
jān jātī haiṅ jāne bhī de
ye jo hotā hai hone bhī de
akhiyāṅ tū milā le …