Title (Indic)उधर तुम हसीं हो, इधर दिल जवां है WorkMr. Year1955 LanguageHindi Credits Role Artist Music O.P. Nayyar Performer Mohammad Rafi Performer Geeta Dutt Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindiउधर तुम हसीन हो, इधर दिल जवां है ये रंगीन रातों की एक दास्तां है ये कैसा है नग्मा, ये क्या दास्तां है बता ऐ मोहब्बत मेरा दिल कहाँ है मेरे घर में आयी हुई है बहार कयामत है फिर भी करूँ इंतजार मोहब्बत कुछ ऐसी सदा दे रही है के खुद रात अंगड़ाईयाँ ले रही है जिधर देखती हूँ नज़ारा जवां है सुलगती हैं तारों की परछाईयाँ बुरी हैं मोहब्बत की तनहाईयाँ महकने लगा मेरी ज़ुल्फों में कोई लगी जागने धड़कनें सोयी सोयी मेरी हर नज़र आज दिल की ज़ुबां है तरसता हूँ मैं ऐसे दिलदार को जो दिल में बसा ले मेरे प्यार को तेरे ख्वाब हैं मेरी रातों पे छाये मेरे दिल पे हैं तेरी पलकों के साये के मेरे लबों पर तेरी दास्तां है Englishudhar tum hasīn ho, idhar dil javāṅ hai ye raṅgīn rātoṅ kī ek dāstāṅ hai ye kaisā hai nagmā, ye kyā dāstāṅ hai batā ai mohabbat merā dil kahāṇ hai mere ghar meṅ āyī huī hai bahār kayāmat hai phir bhī karūṇ iṅtjār mohabbat kuchh aisī sadā de rahī hai ke khud rāt aṅgaṛāīyāṇ le rahī hai jidhar dekhtī hūṇ nazārā javāṅ hai sulagtī haiṅ tāroṅ kī parchhāīyāṇ burī haiṅ mohabbat kī tanhāīyāṇ mahakne lagā merī zulphoṅ meṅ koī lagī jāgne dhaṛakneṅ soyī soyī merī har nazar āj dil kī zubāṅ hai tarastā hūṇ maiṅ aise dildār ko jo dil meṅ basā le mere pyār ko tere khvāb haiṅ merī rātoṅ pe chhāye mere dil pe haiṅ terī palkoṅ ke sāye ke mere laboṅ par terī dāstāṅ hai