Title (Indic)जाने कहाँ मेरा जिगर गया जी WorkMr Year1955 LanguageHindi Credits Role Artist Music O.P. Nayyar Performer Mohammad Rafi Performer Geeta Dutt Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindiजाने कहाँ मेरा जिगर गया जी अभी अभी यहीं था किधर गया जी किसी की अदाओं पर मर गया जी बड़ी बड़ी अँखियों से डर गया जी कहीं मारे डर के चूहा तो नहीं हो गया कोने कोने देखा न जाने कहाँ खो गया यहाँ उसे लाए काहे को बिना काम रे जल्दी जल्दी ढूँढो के होने लगी शाम रे कोई उल्फत की नज़र ज़रा फेर दे ले ले दो चार आने जिगर मेरा फेर दे ऐसे नहीं चोरी खुलेगी तकरार से चलो चलो थाने बताए जमादार से सच्ची सच्ची कह दो दिखाओ नहीं चाल रे तूने तो नहीं है चुराया मेरा माल रे बातें हैं नज़र की नज़र से समझाऊँगी पहले पड़ो पैय्या, तो फिर बतलाऊँगी Englishjāne kahāṇ merā jigar gayā jī abhī abhī yahīṅ thā kidhar gayā jī kisī kī adāoṅ par mar gayā jī baṛī baṛī aṇkhiyoṅ se ḍar gayā jī kahīṅ māre ḍar ke chūhā to nahīṅ ho gayā kone kone dekhā na jāne kahāṇ kho gayā yahāṇ use lāe kāhe ko binā kām re jaldī jaldī ḍhūṇḍho ke hone lagī śhām re koī ulphat kī nazar zarā pher de le le do chār āne jigar merā pher de aise nahīṅ chorī khulegī takrār se chalo chalo thāne batāe jamādār se sachchī sachchī kah do dikhāo nahīṅ chāl re tūne to nahīṅ hai churāyā merā māl re bāteṅ haiṅ nazar kī nazar se samjhāūṇgī pahle paṛo paiyyā, to phir batlāūṇgī