मोथेर मोथेर देअर मोथेर ... जब जब देखूं तुझे
mother mother dear mother. mother mother dear mother
जब जब देखूं तुझे आए भगवान नज़र
mother mother …
बच्चे माँ से रूठ भी जाएं माँ बच्चों से रूठे ना
सारे रिश्ते टूट भी जाएं पर ये रिश्ता टूटे ना
ये बंधन है ऐसा बंधन जीवन भर को छूटे ना
mother mother …
तेरी आँखों में रहते हैं गंगा जमना के धारे
क्यूं जाऊं मैं मंदिर मस्जिद क्यूं जाऊं मैं गुरुद्वारे
इश्वर अल्ला और गुरु नानक तुझमें छुपे हैं ये सारे
mother mother …
माँ बच्चों की नज़रों में भगवान है
पर मत भूलों वो भी इक इंसान है
उसकी भी होती हैं कुछ मजबूरियां
उसकी भी होती हैं कुछ कमजोरियां
no, no, don't say mother o mother dear mother
mother mother great mother mother mother
mother mother dear mother. mother mother dear mother
jab jab dekhūṅ tujhe āe bhagvān nazar
mother mother …
bachche māṇ se rūṭh bhī jāeṅ māṇ bachchoṅ se rūṭhe nā
sāre riśhte ṭūṭ bhī jāeṅ par ye riśhtā ṭūṭe nā
ye baṅdhan hai aisā baṅdhan jīvan bhar ko chhūṭe nā
mother mother …
terī āṇkhoṅ meṅ rahte haiṅ gaṅgā jamnā ke dhāre
kyūṅ jāūṅ maiṅ maṅdir masjid kyūṅ jāūṅ maiṅ gurudvāre
iśhvar allā aur guru nānak tujhmeṅ chhupe haiṅ ye sāre
mother mother …
māṇ bachchoṅ kī nazroṅ meṅ bhagvān hai
par mat bhūloṅ vo bhī ik iṅsān hai
uskī bhī hotī haiṅ kuchh majbūriyāṅ
uskī bhī hotī haiṅ kuchh kamjoriyāṅ
no, no, don't say mother o mother dear mother
mother mother great mother mother mother