Moree raam raam kanhaiyaa se kahiyo

मोरी राम राम कन्हैया से कहियो
Year
Language

मोरी राम राम कन्हैया से कहियो मोरी राम राम
मोरी राम राम …

साजन तुम हम एक हैं
कहा सुना की मत
मन को तोलिये दो मन कभी ना होय
मोरी राम राम …

सब मुख देखे चन्द्र को
मैं मुख देखूं तो है मेरे तो चन्द्र तुम्हीं हो
जब मुख देखूं सुख होय
मोरी राम राम …

morī rām rām kanhaiyā se kahiyo morī rām rām
morī rām rām …

sājan tum ham ek haiṅ
kahā sunā kī mat
man ko toliye do man kabhī nā hoy
morī rām rām …

sab mukh dekhe chandr ko
maiṅ mukh dekhūṅ to hai mere to chandr tumhīṅ ho
jab mukh dekhūṅ sukh hoy
morī rām rām …