More piyaa dartaa hai dekho moraa jiyaa ho

मोरे पिया डरता है देखो मोरा जिया हो
Work
Year
Language

ऐ मोरे मोरे पिया
हा हा हा
आसमान की बाहों में चाँद अकेला ठहरा था हे हे
रात की जवानी पे चाँदनी का पहरा था हे हे
हे रुनझुन रुनझुन हवा का झोंका उजली उजली रात
तारों की डोली में आई झिलमिलाती जुगनू की बारात
सबके होंठों पे ठहरी थी आके कोई बात
ढोल मंजीरे बजने लगे पड़ी डफ़ली पर थाप
और ठुमक ठुमक कर नाच रही थी मेरी राधा प्यारी
हाँ ठुमक ठुमक कर नाच रही थी मेरी राधा प्यारी
जाने कहाँ से रास रचाने आया छैला गिरधारी

मोरे पिया डरता है देखो मोरा जिया हो
हाँ
ओ मोरे पिया
हे हे हे हे हे हे हे हे हे
ना बइयाँ धरो आती है मुझे शरम
हाँ छोड़ दो तुम को है मेरी कसम
ना ज़िद ना करो जाने दो मुझे बलम
देखो दूँगी मैं गारी ओ बाँवरे चलो हटो सताओ ना
मोरे पिया डरता है देखो मोरा जिया हो
हो मोरे पिया डरता है देखो मोरा जिया हो
मोरे पिया

करे कृष्ण रास राधा के संग

जमुना के तीर बाजे मृदंग
करे कृष्ण रास राधा के संग

अधरों पे गीत मन में उमंग
करे कृष्ण रास राधा के संग

साँसों में प्यास तन में तरंग
करे कृष्ण रास राधा के संग

इसे देख देख दुनिया है दंग
करे कृष्ण रास राधा के संग्

ai more more piyā
hā hā hā
āsmān kī bāhoṅ meṅ chāṇd akelā ṭhahrā thā he he
rāt kī javānī pe chāṇdnī kā pahrā thā he he
he runjhun runjhun havā kā jhoṅkā ujlī ujlī rāt
tāroṅ kī ḍolī meṅ āī jhilmilātī jugnū kī bārāt
sabke hoṅṭhoṅ pe ṭhahrī thī āke koī bāt
ḍhol maṅjīre bajne lage paṛī ḍaflī par thāp
aur ṭhumak ṭhumak kar nāch rahī thī merī rādhā pyārī
hāṇ ṭhumak ṭhumak kar nāch rahī thī merī rādhā pyārī
jāne kahāṇ se rās rachāne āyā chhailā girdhārī

more piyā ḍartā hai dekho morā jiyā ho
hāṇ
o more piyā
he he he he he he he he he
nā baiyāṇ dharo ātī hai mujhe śharam
hāṇ chhoṛ do tum ko hai merī kasam
nā zid nā karo jāne do mujhe balam
dekho dūṇgī maiṅ gārī o bāṇvre chalo haṭo satāo nā
more piyā ḍartā hai dekho morā jiyā ho
ho more piyā ḍartā hai dekho morā jiyā ho
more piyā

kare kṛṣhṇ rās rādhā ke saṅg

jamunā ke tīr bāje mṛdaṅg
kare kṛṣhṇ rās rādhā ke saṅg

adhroṅ pe gīt man meṅ umaṅg
kare kṛṣhṇ rās rādhā ke saṅg

sāṇsoṅ meṅ pyās tan meṅ taraṅg
kare kṛṣhṇ rās rādhā ke saṅg

ise dekh dekh duniyā hai daṅg
kare kṛṣhṇ rās rādhā ke saṅg