More nainaa saavan bhaado, toree rah rah yaad sataaye

मोरे नैना सावन भादो, तोरी रह रह याद सताये
Work
Language

मोरे नैना सावन भादो, तोरी रह रह याद सताये
बालम कित जाऊँ मैं मैं तो रो रो कर मर जाऊँ रे

आई रस की भरी फुहारे, मोरी भीज रही रे अखियाँ
इस रिम-झिम में साँवरिया, मोरी सुलग रही रे बगिया
मोरी सुलग रही रे बगिया
मैं तो प्रीत किये पछताई रे मोरा दरद न जाने कोई
बालम कित जाऊँ मैं …

मैं तो पवन चकोरी भूली, बन जंगल की हिरणिया
कहाँ छुप गया रे मोरे चन्दा, कित गई रे हाय्! चन्दनिया
कित गई रे हाय्! चन्दनिया
आ रे मोती चुगती हंसी, अब चुग रही रे अंगारे
बालम कित जाऊँ मैं …

more nainā sāvan bhādo, torī rah rah yād satāye
bālam kit jāūṇ maiṅ maiṅ to ro ro kar mar jāūṇ re

āī ras kī bharī phuhāre, morī bhīj rahī re akhiyāṇ
is rim-jhim meṅ sāṇvriyā, morī sulag rahī re bagiyā
morī sulag rahī re bagiyā
maiṅ to prīt kiye pachhtāī re morā darad na jāne koī
bālam kit jāūṇ maiṅ …

maiṅ to pavan chakorī bhūlī, ban jaṅgal kī hirṇiyā
kahāṇ chhup gayā re more chandā, kit gaī re hāy! chandniyā
kit gaī re hāy! chandniyā
ā re motī chugtī haṅsī, ab chug rahī re aṅgāre
bālam kit jāūṇ maiṅ …