मोरा गोरा अंग लई ले, मोहे शाम रंग दई दे
मोरा गोरा अंग लई ले, मोहे शाम रंग दई दे
छूप जाऊंगी रात ही में मोहे पी का संग दई दे
एक लाज रोके पैय्या, एक मोह खींचे बैय्या
जाऊ किधर ना जानू हमका कोई बताईदे
बदली हटा के चन्दा, चुपके से झाँके चन्दा
तोहे राहू लागे बैरी, मुस्काए जी जलाईके
कुछ खो दिया है पायके, कुछ पा लिया गवाईके
कहाँ ले चला है मनवा, मोहे बावरी बनाईके
morā gorā aṅg laī le, mohe śhām raṅg daī de
chhūp jāūṅgī rāt hī meṅ mohe pī kā saṅg daī de
ek lāj roke paiyyā, ek moh khīṅche baiyyā
jāū kidhar nā jānū hamkā koī batāīde
badlī haṭā ke chandā, chupke se jhāṇke chandā
tohe rāhū lāge bairī, muskāe jī jalāīke
kuchh kho diyā hai pāyke, kuchh pā liyā gavāīke
kahāṇ le chalā hai manvā, mohe bāvrī banāīke