Title (Indic)ना कजरे की धार, ना मोतियों के हार WorkMohra Year1994 LanguageHindi Credits Role Artist Music Viju Shah Performer Pankaj Udhas Performer Sadhana Sargam Writer Indivar LyricsHindiना कजरे की धार, ना मोतियों के हार ना कोई किया सिंगार, फिर भी कितनी सुंदर हो मन में प्यार भरा, और तन में प्यार भरा जीवन में प्यार भरा, तुम तो मेरे प्रियवर हो सिंगार तेरा यौवन, यौवन ही तेरा गहना तू ताज़गी फूलों की क्या सादगी का कहना उड़े खुशबू जब चले तू, बोले तो बजे सितार सारी दुनिया हरजाई, तेरे प्यार में है सच्चाई इस लिए छोड़ के दुनिया, तेरी ओर खींची चली आई थी पत्थर, तूने छूकर सोना कर दिया खरा तेरा अंग सच्चा सोना, मुस्कान सच्चे मोती तेरे होंठ हैं मधुशाला, तू रूप की है ज्योती तेरी सूरत जैसे मूरत, मैं देखूँ बार बार Englishnā kajre kī dhār, nā motiyoṅ ke hār nā koī kiyā siṅgār, phir bhī kitnī suṅdar ho man meṅ pyār bharā, aur tan meṅ pyār bharā jīvan meṅ pyār bharā, tum to mere priyavar ho siṅgār terā yauvan, yauvan hī terā gahnā tū tāzgī phūloṅ kī kyā sādgī kā kahnā uṛe khuśhbū jab chale tū, bole to baje sitār sārī duniyā harjāī, tere pyār meṅ hai sachchāī is lie chhoṛ ke duniyā, terī or khīṅchī chalī āī thī patthar, tūne chhūkar sonā kar diyā kharā terā aṅg sachchā sonā, muskān sachche motī tere hoṅṭh haiṅ madhuśhālā, tū rūp kī hai jyotī terī sūrat jaise mūrat, maiṅ dekhūṇ bār bār