Mohe chhero na nand ke laalaa main hoon brajbaalaa

मोहे छेड़ो न नन्द के लाला मैं हूँ ब्रजबाला
Work
Year
Language

ओ ओ ओ ओ
मोहे छेड़ो न
हो मोहे छेड़ो न नन्द के लाला
मैं हूँ ब्रजबाला
कि मैं नहीं राधा तेरी
मोहे छेड़ो न नन्द के लाला
नहीं मैं राधा तेरी
मोहे छेड़ो न …

काहे पकड़ ली मेरी कलाई तेरी दुहाई ओ कृष्णा कन्हाई -2
हरजाई तू बंसरी वाला
कि मैं ब्रजबाला नहीं मैं राधा तेरी
मोहे छेड़ो न …

राधा से होगी -2
तेरी ठिठोली
आँख मिचौली तुम हमजोली
होली में मुझे क्‌यों रंग डाला
मैं हूँ ब्रजबाला नहीं मैं राधा तेरी
मोहे छेड़ो न …

o o o o
mohe chheṛo na
ho mohe chheṛo na nand ke lālā
maiṅ hūṇ brajbālā
ki maiṅ nahīṅ rādhā terī
mohe chheṛo na nand ke lālā
nahīṅ maiṅ rādhā terī
mohe chheṛo na …

kāhe pakaṛ lī merī kalāī terī duhāī o kṛṣhṇā kanhāī -2
harjāī tū baṅsrī vālā
ki maiṅ brajbālā nahīṅ maiṅ rādhā terī
mohe chheṛo na …

rādhā se hogī -2
terī ṭhiṭholī
āṇkh michaulī tum hamjolī
holī meṅ mujhe k‌yoṅ raṅg ḍālā
maiṅ hūṇ brajbālā nahīṅ maiṅ rādhā terī
mohe chheṛo na …