मोहब्बत से देखा ख़फ़ा हो गए हैं
मोहब्बत से देखा ख़फ़ा हो गए हैं
हसीं आजकल के ख़ुदा हो गए हैं
हसीं आजकल के …
अदाओं में थी सादग़ी अब से पहले
वल्लाह
कहाँ रंग थे ये सुनहरे रुपहले
ओ ( नज़र मिलते ही ) -2 क्या से क्या हो गए हैं
हसीं आजकल के …
किसी मोड़ पे बन के सूरज निकलना
तौबा
कहीं धूप में चाँदनी बन के चलना
ओ ( जिधर देखो जलवा ) -2 नुमाँ हो गए हैं
हसीं आजकल के …
यहाँ तो लगा दिल पे एक ज़ख़्म गहरा
ओ यहाँ तो लगा दिल पे एक ज़ख़्म गहरा
हाय
वहाँ सिर्फ़ उनका ये अंदाज़ ठहरा
ओ (ख़ता कर के भी ) -2 बेख़ता हो गए हैं
हसीं आजकल के …
mohabbat se dekhā khafā ho gae haiṅ
hasīṅ ājkal ke khudā ho gae haiṅ
hasīṅ ājkal ke …
adāoṅ meṅ thī sādaġhī ab se pahle
vallāh
kahāṇ raṅg the ye sunahre rupahle
o ( nazar milte hī ) -2 kyā se kyā ho gae haiṅ
hasīṅ ājkal ke …
kisī moṛ pe ban ke sūraj nikalnā
taubā
kahīṅ dhūp meṅ chāṇdnī ban ke chalnā
o ( jidhar dekho jalvā ) -2 numāṇ ho gae haiṅ
hasīṅ ājkal ke …
yahāṇ to lagā dil pe ek zakhm gahrā
o yahāṇ to lagā dil pe ek zakhm gahrā
hāy
vahāṇ sirf unkā ye aṅdāz ṭhahrā
o (khatā kar ke bhī ) -2 bekhtā ho gae haiṅ
hasīṅ ājkal ke …