मोहब्बत के दिन हों ... ये मेरी ज़िंदगी अब तेरे नाम है
मोहब्बत के दिन हों मोहब्बत की रातें
कभी खत्म न हों मोहब्बत की बातें
ये मेरी ज़िंदगी अब तेरे नाम है
तू है मेरी सुबह तू मेरी शाम है
दिलबर तुझे प्यार करना अब मेरा काम है
ये मेरी ज़िंदगी …
ख्वाबों में देखा जिसे तू है वही दिलरुबा
चाहूं मैं कितना तुझे तुझको नहीं है पता
डरता है दिल जाओ सनम यूं ना मुझे चाहो सनम
हम जो हुए मिलके जुदा सोचो ज़रा फिर होगा क्या
अभी तो मिले हो न तुम ऐसा सोचो
मेरी चाहतों का यूं रस्ता न रोको
हो ये मेरी ज़िंदगी …
तेरे सिवा अब मुझे कुछ याद आता नहीं
बेताब रहता हूं मैं क्यूं दर्द जाता नहीं
दीवानगी मुश्किल बड़ी मैं क्या करूं मुझको बता
इस दर्द की क्या है दवा तू जो कहे मांगूं दुआ
हो ये दिल है दीवाना नहीं मानता है
सिवा इश्क़ के कुछ नहीं जानता है
है ये मेरी ज़िंदगी …
mohabbat ke din hoṅ mohabbat kī rāteṅ
kabhī khatm na hoṅ mohabbat kī bāteṅ
ye merī ziṅdgī ab tere nām hai
tū hai merī subah tū merī śhām hai
dilbar tujhe pyār karnā ab merā kām hai
ye merī ziṅdgī …
khvāboṅ meṅ dekhā jise tū hai vahī dilrubā
chāhūṅ maiṅ kitnā tujhe tujhko nahīṅ hai patā
ḍartā hai dil jāo sanam yūṅ nā mujhe chāho sanam
ham jo hue milke judā socho zarā phir hogā kyā
abhī to mile ho na tum aisā socho
merī chāhtoṅ kā yūṅ rastā na roko
ho ye merī ziṅdgī …
tere sivā ab mujhe kuchh yād ātā nahīṅ
betāb rahtā hūṅ maiṅ kyūṅ dard jātā nahīṅ
dīvāngī muśhkil baṛī maiṅ kyā karūṅ mujhko batā
is dard kī kyā hai davā tū jo kahe māṅgūṅ duā
ho ye dil hai dīvānā nahīṅ māntā hai
sivā iśhq ke kuchh nahīṅ jāntā hai
hai ye merī ziṅdgī …