Is Mod Se Jaate Hain

इस मोड़ से जाते हैं, कुछ सुस्त कदम रस्ते, कुछ तेज़ कदम राहें
Work
Year
Language

ल: इस मोड़ से जाते हैं - (2)
कुछ सुस्त क़दम रस्ते कुछ तेज़ क़दम राहें - (2)
कि: पत्थर की हवेली को शीशे के घरौंदों में
तिनकों के नशेमन तक इस मोड़ से जाते हैं

ल: आँधी की तरह उड़कर इक राह गुज़रती है - (2)
शरमाती हुई कोई क़दमों से उतरती है
इन रेशमी राहों में इक राह तो वो होगी
तुम तक जो पहुंचती है इस मोड़ से जाती है
इस मोड़ से जाते हैं…

कि: इक दूर से आती है पास आके पलटती है - (2)
इक राह अकेली सी रुकती है न चलती है
ल: ये सोचके बैठी हूँ इक राह तो वो होगी
तुम तक जो पहुंचती है इस मोड़ से जाते हैं

इस मोड़ से जाते हैं
कुछ सुस्त क़दम रस्ते कुछ तेज़ क़दम राहें
कि: पत्थर की हवेली को शीशे के घरोंदों में
तिनकों के नशेमन तक इस मोड़ से जाते हैं
ल: इस मोड़ से जाते हैं

la: is moṛ se jāte haiṅ - (2)
kuchh sust qadam raste kuchh tez qadam rāheṅ - (2)
ki: patthar kī havelī ko śhīśhe ke gharauṅdoṅ meṅ
tinkoṅ ke naśheman tak is moṛ se jāte haiṅ

la: āṇdhī kī tarah uṛkar ik rāh guzartī hai - (2)
śharmātī huī koī qadmoṅ se utartī hai
in reśhmī rāhoṅ meṅ ik rāh to vo hogī
tum tak jo pahuṅchtī hai is moṛ se jātī hai
is moṛ se jāte haiṅ…

ki: ik dūr se ātī hai pās āke palaṭtī hai - (2)
ik rāh akelī sī ruktī hai na chaltī hai
la: ye sochke baiṭhī hūṇ ik rāh to vo hogī
tum tak jo pahuṅchtī hai is moṛ se jāte haiṅ

is moṛ se jāte haiṅ
kuchh sust qadam raste kuchh tez qadam rāheṅ
ki: patthar kī havelī ko śhīśhe ke gharoṅdoṅ meṅ
tinkoṅ ke naśheman tak is moṛ se jāte haiṅ
la: is moṛ se jāte haiṅ