मितवा ... पीने वालों को पीने का बहाना
मितवा -3
कौन देवदास
तो तुम्हें क्या लगा चरणदास
देवदास
हूँ
किस हाल में जी रहे हो
क्या कहा पी रहे हो
अरे दर्द की दवा मिली न कहीं और मुझे
आ गया हूँ तेरे अड्डे पे आज हो के दुखी
( तुझे क़सम ) -2 है
जी भर के पिला दे पारो
दिल मेरा तोड़ के चल दी है कहीं चन्द्रमुखी
सब उल्टा हो रहा है
क्या उल्टा क्या सुल्टा क्या देवी क्या कुलटा
सब ग़लत हो रहा है
क्या ग़लत क्या सही अरे क्या दूध क्या दही
कैसी कही
ख़ूब कही ख़ूब
देवदास
हूँ
ज़रा होश में आओ
पारो पारो मेरे आग़ोश में आओ
मैं पारो नहीं चन्द्रमुखी हूँ
लेकिन मैं बड़ा दुखी हूँ
देवदास
हूँ
तूने पी ली है ज़्यादा
क्या कहा आधा
अरे अरे मेरा तो है पूरी पीने का इरादा
क्यूँकि -3
पीने वालों को पीने का बहाना चाहिए
अरे पीने वालों को पीने का बहाना चाहिए
देवदास मितवा गाओ
चन्द्रमुखी के पास आओ
चन्द्रमुखी हो या पारो
कोई फ़र्क़ नहीं है यारों
यारों को तो जीने का बहाना चाहिए
पीने वालों को …
दो हफ़्ते हमने इस ग़म में पी कि बिछड़ा है दिलदार मेरा
दो हफ़्ते हुए ख़ुशी में पी कि तुझको मिला प्यार तेरा
पीना लेकिन कम ख़ुशी हो या ग़म
अरे पीना लेकिन कम ख़ुशी हो या ग़म
ख़ूब पिएँगे हम ठर्रा हो या rum
अरे पीने का मज़ा कुछ तो आना चाहिए
अरे पीने वालों को …
mitvā -3
kaun devdās
to tumheṅ kyā lagā charaṇdās
devdās
hūṇ
kis hāl meṅ jī rahe ho
kyā kahā pī rahe ho
are dard kī davā milī na kahīṅ aur mujhe
ā gayā hūṇ tere aḍḍe pe āj ho ke dukhī
( tujhe qasam ) -2 hai
jī bhar ke pilā de pāro
dil merā toṛ ke chal dī hai kahīṅ chandrmukhī
sab ulṭā ho rahā hai
kyā ulṭā kyā sulṭā kyā devī kyā kulṭā
sab ġhalat ho rahā hai
kyā ġhalat kyā sahī are kyā dūdh kyā dahī
kaisī kahī
khūb kahī khūb
devdās
hūṇ
zarā hośh meṅ āo
pāro pāro mere āġhośh meṅ āo
maiṅ pāro nahīṅ chandrmukhī hūṇ
lekin maiṅ baṛā dukhī hūṇ
devdās
hūṇ
tūne pī lī hai zyādā
kyā kahā ādhā
are are merā to hai pūrī pīne kā irādā
kyūṇki -3
pīne vāloṅ ko pīne kā bahānā chāhie
are pīne vāloṅ ko pīne kā bahānā chāhie
devdās mitvā gāo
chandrmukhī ke pās āo
chandrmukhī ho yā pāro
koī farq nahīṅ hai yāroṅ
yāroṅ ko to jīne kā bahānā chāhie
pīne vāloṅ ko …
do hafte hamne is ġham meṅ pī ki bichhaṛā hai dildār merā
do hafte hue khuśhī meṅ pī ki tujhko milā pyār terā
pīnā lekin kam khuśhī ho yā ġham
are pīnā lekin kam khuśhī ho yā ġham
khūb pieṇge ham ṭharrā ho yā rum
are pīne kā mazā kuchh to ānā chāhie
are pīne vāloṅ ko …