Mitti Pe Khinchi Lakiren

आँखों की गुस्ताखियां माफ़ हों
Year
Language

हे मिट्टी पे खींची लकीरें रब ने तो ये तस्वीर बनी
आग हवा पानी को मिलाया तो फिर ये तस्वीर सजी
ऐ हस्ती तेरी विशाल हो क़ुदरत का तू कमाल

हे मनमोहिनी तेरी अदा
तुझे जब देख ले तो फिर घटा
बरसे झर झर झर झर झर झर
स र र स र र
नाचे चमक चमक वो बिजली दीवानी
है बेमिसाल तू गोरी गोरी अनछुई
तुझमें है क़ुदरत सारी खोई
तुझमें क़ुदरत सारी खोई खोई
हे आहा हे हे आहा

मिट्टी की है मूरत तेरी मासूमियत फ़ितरत तेरी
ये सादापन ये भोलापन तू महकी महकी तू लहकी लहकी
तू चली चली हर गली गली
तू हवा के ढंग संग सनन सनन
मेरा अंग अंग जैसे जलतरंग
कोई लहर लहर चली ठहर ठहर
पानी का मेल तेरे तन बदन
झर झर र झर र अंगारे जैसा
तेरा रोम रोम है दहका दहका
अग्नि का खेल तू अगन अगन
ज़रा थिरक थिरक ज़रा लचक लचक
कभी मटक मटक कभी ठुमक ठुमक
चली छूम छूम कभी घूम घूम
धरती को चूम मची धूम धूम
चंचल बड़ी तू नटखट बड़ी
तू बहकी बहार रस की फ़ुहार
तेरे तीखे नैन तेरे केश रैन
ये बलखाना ये इतराना
हे आहा हे हे आहा …

he miṭṭī pe khīṅchī lakīreṅ rab ne to ye tasvīr banī
āg havā pānī ko milāyā to phir ye tasvīr sajī
ai hastī terī viśhāl ho qudarat kā tū kamāl

he manmohinī terī adā
tujhe jab dekh le to phir ghaṭā
barse jhar jhar jhar jhar jhar jhar
sa ra ra sa ra ra
nāche chamak chamak vo bijlī dīvānī
hai bemisāl tū gorī gorī anchhuī
tujhmeṅ hai qudarat sārī khoī
tujhmeṅ qudarat sārī khoī khoī
he āhā he he āhā

miṭṭī kī hai mūrat terī māsūmiyat fitarat terī
ye sādāpan ye bholāpan tū mahkī mahkī tū lahkī lahkī
tū chalī chalī har galī galī
tū havā ke ḍhaṅg saṅg sanan sanan
merā aṅg aṅg jaise jaltaraṅg
koī lahar lahar chalī ṭhahar ṭhahar
pānī kā mel tere tan badan
jhar jhar ra jhar ra aṅgāre jaisā
terā rom rom hai dahkā dahkā
agni kā khel tū agan agan
zarā thirak thirak zarā lachak lachak
kabhī maṭak maṭak kabhī ṭhumak ṭhumak
chalī chhūm chhūm kabhī ghūm ghūm
dhartī ko chūm machī dhūm dhūm
chaṅchal baṛī tū naṭkhaṭ baṛī
tū bahkī bahār ras kī fuhār
tere tīkhe nain tere keśh rain
ye balkhānā ye itrānā
he āhā he he āhā …