Title (Indic)अब तेरी याद है और प्यार की तन्हाई है WorkMiss 58 Year1958 LanguageHindi Credits Role Artist Music N. Dutta Performer Suraiya Writer Kaif Irfani LyricsHindiअब तेरी याद है और प्यार की तन्हाई है अब तेरी याद है तेरे दर से मुझे तक़दीर कहाँ लाई है अब तेरी याद है ओ है मेरी अपनी ख़ता तुझपे तो इल्ज़ाम नहीं दिन को अब चैन नहीं रात को आराम नहीं मुझसे जो भूल हुई उसकी सज़ा पाई है अब तेरी याद है ( ग़म के उठते हुये तूफ़ान बता देते हैं मेरे तड़पे हुये अरमान बता देते हैं ) -2 मेरी कश्ती किसी तूफ़ान से टकराई है अब तेरी याद है ओ दिल तो कहता है मुझे तेरी गली जाने को कैसे समझाऊँ मैं अब प्यार के दीवाने को मेरा जाना ही मेरी प्रीत की रुसवाई है अब तेरी याद है Englishab terī yād hai aur pyār kī tanhāī hai ab terī yād hai tere dar se mujhe taqdīr kahāṇ lāī hai ab terī yād hai o hai merī apnī khatā tujhpe to ilzām nahīṅ din ko ab chain nahīṅ rāt ko ārām nahīṅ mujhse jo bhūl huī uskī sazā pāī hai ab terī yād hai ( ġham ke uṭhte huye tūfān batā dete haiṅ mere taṛpe huye armān batā dete haiṅ ) -2 merī kaśhtī kisī tūfān se ṭakrāī hai ab terī yād hai o dil to kahtā hai mujhe terī galī jāne ko kaise samjhāūṇ maiṅ ab pyār ke dīvāne ko merā jānā hī merī prīt kī rusvāī hai ab terī yād hai