teri galiyoṅ meiṅ hum āye, diye armānoṅ ke jalāye
hum pe ho jāye karam hāye jo terā
apni kismat bhi saṅvar jāye zarā
jaise majbūr haiṅ hum koi majbūr na ho
kisike man ka mahal aise chūr na ho
aise khusiyoṅ se koi dūr na ho
teri galiyoṅ ...
zindgi teri bahāroṅ meiṅ muskāye sadā
tere dāmanko na chhū pāye ghum ki havā
hum gariboṅ kī lage tujhko duā
teri galiyoṅ ...