मिलती है नज़र नज़रों से अगर्
र: मिलती है नज़र नज़्रों से अगर शर्माते हो क्यों, क्यों, क्यों
ल: दुनिया का है डर नज़रों से नज़र टकराते हो क्यों, क्यों, क्यों
ल: मिलते ही निगाहें दीवाने, क्यों मचल गया दिल तेरा है
र: बस ये समझो इक भँवरे ने, तुम्हे फूल समझकर घेरा है
ल: हूँ फूल अगर भँवरा बनकर, तरसाते हो क्यों, क्यों, क्यों
ल: जाओ जी हम नहीं दिल देते, हम देखेंगे क्या कर लोगे
र: ये अच्छी तरह हम जान गए, तुम कोई बहाना कर लोगे
ल: फिर बन-ठन के इस लड़की के पास आते हो क्यों, क्यों, क्यों
ra: miltī hai nazar nazroṅ se agar śharmāte ho kyoṅ, kyoṅ, kyoṅ
la: duniyā kā hai ḍar nazroṅ se nazar ṭakrāte ho kyoṅ, kyoṅ, kyoṅ
la: milte hī nigāheṅ dīvāne, kyoṅ machal gayā dil terā hai
ra: bas ye samjho ik bhṇvre ne, tumhe phūl samajhkar gherā hai
la: hūṇ phūl agar bhṇvrā bankar, tarsāte ho kyoṅ, kyoṅ, kyoṅ
la: jāo jī ham nahīṅ dil dete, ham dekheṅge kyā kar loge
ra: ye achchhī tarah ham jān gae, tum koī bahānā kar loge
la: phir ban-ṭhan ke is laṛkī ke pās āte ho kyoṅ, kyoṅ, kyoṅ