मिलते मिलते सनम आज अपनी कसम्
मिलते मिलते सनम आज अपनी कसम
बेखुदी बढ़ गई हो गए होश कम
इस मुलाकात में बात ही बात में
मुस्कुरा के मुझे तूने देखा कि बस
दिल ये खोने लगा प्यार होने लगा
मिलते मिलते सनम …
दिल मचलने की आदत नहीं थी
जब किसी से मुहब्बत नहीं थी
दिल की धड़कन कहे पास आजा ज़रा
तुझको देखा बहुत फिर भी दिल ना भरा पास आजा सनम
हो मिलते मिलते सनम …
कौन इतनी मोहब्बत करेगा
इस तरह कौन तुमपे मरेगा
दिल ही क्या जान भी अब लुटाएँगे हम
होता है प्यार क्या ये बताएँगे हम
हो मिलते मिलते सनम …
milte milte sanam āj apnī kasam
bekhudī baṛh gaī ho gae hośh kam
is mulākāt meṅ bāt hī bāt meṅ
muskurā ke mujhe tūne dekhā ki bas
dil ye khone lagā pyār hone lagā
milte milte sanam …
dil machalne kī ādat nahīṅ thī
jab kisī se muhabbat nahīṅ thī
dil kī dhaṛkan kahe pās ājā zarā
tujhko dekhā bahut phir bhī dil nā bharā pās ājā sanam
ho milte milte sanam …
kaun itnī mohabbat karegā
is tarah kaun tumpe maregā
dil hī kyā jān bhī ab luṭāeṇge ham
hotā hai pyār kyā ye batāeṇge ham
ho milte milte sanam …