मिले तो फिर झुके नहीं नज़र वही प्यार की
मिले तो फिर झुके नहीं नज़र वही प्यार की
नादान दिल तुझे क्या मालूम
उल्फ़त की तो घबराना आज़ार से क्या
दिल दे बैठे तो फिर जीत से क्या हार से क्या
दिल की बाज़ी है जीत हार की
मिले तो फिर झुके नहीं …
मन में जलती कुछ तपती सी प्यास लिए
पथ में बैठे रहे रोज़ नई आस लिए
यही झूठ होता है इंतज़ार की
मिले तो फिर झुके नहीं …
न सही कलियाँ दामन को गुलज़ार करें
जो मिले चाहत का खार तो हम प्यार करें
रंगत उसमें भी है बहार की
मिले तो फिर झुके नहीं …
mile to phir jhuke nahīṅ nazar vahī pyār kī
nādān dil tujhe kyā mālūm
ulfat kī to ghabrānā āzār se kyā
dil de baiṭhe to phir jīt se kyā hār se kyā
dil kī bāzī hai jīt hār kī
mile to phir jhuke nahīṅ …
man meṅ jaltī kuchh taptī sī pyās lie
path meṅ baiṭhe rahe roz naī ās lie
yahī jhūṭh hotā hai iṅtazār kī
mile to phir jhuke nahīṅ …
na sahī kaliyāṇ dāman ko gulazār kareṅ
jo mile chāhat kā khār to ham pyār kareṅ
raṅgat usmeṅ bhī hai bahār kī
mile to phir jhuke nahīṅ …