Mile jo tere nainaa hamaare nainaa se

मिले जो तेरे नैना हमारे नैना से
Year
Language

अ: मिले जो तेरे नैना हमारे नैना से
कु: चला कैसा जादू पूछो ये रैना से
अ: पलक नहीं होती है बन्द होती है कोई मीठी चुभन
कु: पलक नहीं …
अ: कैसे मैं बताऊँ कैसे ये धड़कता है जिया साथिया
कु: मिले जो तेरे नैना …
अ: चला कैसा जादू …
को: धिन्ताना धिन्ताना धिन्ताना आना आना तू मेरे पास आना -2

कु: ( तस्वीर तेरी आँखों में ले लूँ इतने करीब आ
अ: नज़दीक कैसे आऊँ मैं भला लगता है डर पिया ) -2
कु: ऐसे न देख मुझे तड़पता है जिया साथिया आ आ
अ: मिले जो तेरे नैना …
कु: चला कैसा जादू …
को: धिन्ताना …

अ: ( करवट बदल बदल के कसम से जागी हूँ रात भर
कु: नज़रों में तुम रहो गर सनम चाहूँ मैं उम्र भर ) -2
अ: ऐसे न बाहों में में ले बहकता है जिया ओ पिया आ आ
मिले जो तेरे नैना …
कु: चला कैसा जादू …
को: धिन्ताना …

a: mile jo tere nainā hamāre nainā se
ku: chalā kaisā jādū pūchho ye rainā se
a: palak nahīṅ hotī hai band hotī hai koī mīṭhī chubhan
ku: palak nahīṅ …
a: kaise maiṅ batāūṇ kaise ye dhaṛaktā hai jiyā sāthiyā
ku: mile jo tere nainā …
a: chalā kaisā jādū …
ko: dhintānā dhintānā dhintānā ānā ānā tū mere pās ānā -2

ku: ( tasvīr terī āṇkhoṅ meṅ le lūṇ itne karīb ā
a: nazdīk kaise āūṇ maiṅ bhalā lagtā hai ḍar piyā ) -2
ku: aise na dekh mujhe taṛaptā hai jiyā sāthiyā ā ā
a: mile jo tere nainā …
ku: chalā kaisā jādū …
ko: dhintānā …

a: ( karavaṭ badal badal ke kasam se jāgī hūṇ rāt bhar
ku: nazroṅ meṅ tum raho gar sanam chāhūṇ maiṅ umr bhar ) -2
a: aise na bāhoṅ meṅ meṅ le bahaktā hai jiyā o piyā ā ā
mile jo tere nainā …
ku: chalā kaisā jādū …
ko: dhintānā …