Mildee naseebaan naal mohabbat yaar mile to rab mil jaae

मिलदी नसीबां नाल मोहब्बत यार मिले तो रब मिल जाए
Year
Language

मिलदी नसीबां नाल मोहब्बत
यार मिले तो रब मिल जाए जीना कैसा यार बिना
मिलदी नसीबां नाल …

आँखों से आँखों का रिश्ता कभी ना टूटे
जीते जी हाथों से हाथ न तेरा छूटे
इक पल भी रहना है मुश्किल तुझ बिन तेरे प्यार बिना
यार मिले तो …

मैं तेरी हीर बनूं तू रांझा कहलावे
मुरली की तानों पे झूम के पायल गाये
सूना सूना है ये मन्जर पायल की झंकार बिना
यार मिले तो …

mildī nasībāṅ nāl mohabbat
yār mile to rab mil jāe jīnā kaisā yār binā
mildī nasībāṅ nāl …

āṇkhoṅ se āṇkhoṅ kā riśhtā kabhī nā ṭūṭe
jīte jī hāthoṅ se hāth na terā chhūṭe
ik pal bhī rahnā hai muśhkil tujh bin tere pyār binā
yār mile to …

maiṅ terī hīr banūṅ tū rāṅjhā kahlāve
murlī kī tānoṅ pe jhūm ke pāyal gāye
sūnā sūnā hai ye manjar pāyal kī jhaṅkār binā
yār mile to …