Milaa hai kiseekaa jhumkaa

मिला है किसीका झुमका
Work
Year
Language

मिला है किसीका झुमका
ठन्डे ठन्डे हरे हरे नीम तले
सच्चे मोतीवाला झुमका
सुनो क्या कहता है झुमका

प्यार का हिंडोला यहाँ झूल गए नैना
सपने जो देखे मुझे भूल गए नैना
हाए रे बेचारा झुमका

जीवन भर का नाता परदेसिया से जोड़ा
आप गई पिया संग मुझे यहाँ छोड़ा
पड़ा है अकेला झुमका

हाए रे प्रीत की है रीत जाने कैसी
तन-मन हार जाने मैं है जीत जाने कैसी
जाने ना बेचारा झुमका

milā hai kisīkā jhumkā
ṭhanḍe ṭhanḍe hare hare nīm tale
sachche motīvālā jhumkā
suno kyā kahtā hai jhumkā

pyār kā hiṅḍolā yahāṇ jhūl gae nainā
sapne jo dekhe mujhe bhūl gae nainā
hāe re bechārā jhumkā

jīvan bhar kā nātā pardesiyā se joṛā
āp gaī piyā saṅg mujhe yahāṇ chhoṛā
paṛā hai akelā jhumkā

hāe re prīt kī hai rīt jāne kaisī
tan-man hār jāne maiṅ hai jīt jāne kaisī
jāne nā bechārā jhumkā