मिला है किसी का झुमका ठंडे-ठंडे हरे-हरे
मिला है किसी का झुमका ठंडे-ठंडे हरे-हरे नीम तले
ओ सच्चे मोती वाला झुमका ठंडे-ठंडे हरे-हरे नीम तले
सुनो क्या कहता है झुमका ठंडे-ठंडे हरे-हरे नीम तले
मिला है किसी का …
प्यार का हिंडोला यहाँ झूल गए नैना
सपने जो देखे मुझे भूल गए नैना -2
हाय रे बेचारा झुमका
ठंडे-ठंडे हरे-हरे …
जीवन भर का नाता परदेसिया से जोड़ा
आप गई पिया संग मुझे यहाँ छोड़ा -2
पड़ा है अकेला झुमका
ठंडे-ठंडे हरे-हरे …
हाय रे ये प्रीत की है रीत जाने कैसी
तन-मन हार जाने में है जीत जाने कैसी -2
जाने ने बेचारा झुमका
ठंडे-ठंडे हरे-हरे …
milā hai kisī kā jhumkā ṭhaṅḍe-ṭhaṅḍe hare-hare nīm tale
o sachche motī vālā jhumkā ṭhaṅḍe-ṭhaṅḍe hare-hare nīm tale
suno kyā kahtā hai jhumkā ṭhaṅḍe-ṭhaṅḍe hare-hare nīm tale
milā hai kisī kā …
pyār kā hiṅḍolā yahāṇ jhūl gae nainā
sapne jo dekhe mujhe bhūl gae nainā -2
hāy re bechārā jhumkā
ṭhaṅḍe-ṭhaṅḍe hare-hare …
jīvan bhar kā nātā pardesiyā se joṛā
āp gaī piyā saṅg mujhe yahāṇ chhoṛā -2
paṛā hai akelā jhumkā
ṭhaṅḍe-ṭhaṅḍe hare-hare …
hāy re ye prīt kī hai rīt jāne kaisī
tan-man hār jāne meṅ hai jīt jāne kaisī -2
jāne ne bechārā jhumkā
ṭhaṅḍe-ṭhaṅḍe hare-hare …