Mil-mil ke gaayenge ho ho do dil yahaan

मिल-मिल के गायेंगे हो हो दो दिल यहाँ
Work
Year
Language

र: ( मिल-मिल के गायेंगे हो हो दो दिल यहाँ
ल: एक तेरा एक मेरा
र: हूँ हूँ
ल: हाँ हाँ ) -2

ल: उल्फ़त के पैमाने भरपूर हैं
र: सब चूर हैं
ल: दुनिया की नज़रों से हम दूर हैं
र: दुख दूर हैं
ल: छुप-छुप के मिलने की अब रुत कहाँ -2
दिन अपने रात अपनी अपना जहाँ
अपना जहाँ

ल: मिल-मिल के गायेंगे हो हो दो दिल यहाँ
र: एक तेरा एक मेरा
ल: हूँ हूँ
र: हाँ हाँ

र: अहा हा
ल: अहा हा

र: इस जब में आहें न फ़रियाद है
ल: दिल शाद है
र: नगरी ये हर ग़म से आज़ाद है
ल: आबाद है
र: गुलशन है उलफ़त का हम हैं जहाँ
गीत अपने बोल अपने अपनी ज़बाँ
अपनी ज़बाँ

र: मिल-मिल के गायेंगे हो हो दो दिल यहाँ
ल: एक तेरा एक मेरा
र: हूँ हूँ
ल: हाँ हाँ

दो: मिल-मिल के गायेंगे हो हो दो दिल यहाँ
एक तेरा एक मेरा
हूँ हूँ
हाँ हाँ

ra: ( mil-mil ke gāyeṅge ho ho do dil yahāṇ
la: ek terā ek merā
ra: hūṇ hūṇ
la: hāṇ hāṇ ) -2

la: ulfat ke paimāne bharpūr haiṅ
ra: sab chūr haiṅ
la: duniyā kī nazroṅ se ham dūr haiṅ
ra: dukh dūr haiṅ
la: chhup-chhup ke milne kī ab rut kahāṇ -2
din apne rāt apnī apnā jahāṇ
apnā jahāṇ

la: mil-mil ke gāyeṅge ho ho do dil yahāṇ
ra: ek terā ek merā
la: hūṇ hūṇ
ra: hāṇ hāṇ

ra: ahā hā
la: ahā hā

ra: is jab meṅ āheṅ na fariyād hai
la: dil śhād hai
ra: nagrī ye har ġham se āzād hai
la: ābād hai
ra: gulaśhan hai ulafat kā ham haiṅ jahāṇ
gīt apne bol apne apnī zabāṇ
apnī zabāṇ

ra: mil-mil ke gāyeṅge ho ho do dil yahāṇ
la: ek terā ek merā
ra: hūṇ hūṇ
la: hāṇ hāṇ

do: mil-mil ke gāyeṅge ho ho do dil yahāṇ
ek terā ek merā
hūṇ hūṇ
hāṇ hāṇ