Mil ke bhee ham mil na sake

मिल के भी हम मिल न सके
Year
Language

त: मिल के भी हम मिल न सके -2
क्‌या मिला फिर प्यार में -2
ल: हम तो सनम फूल हैं वो -2
लुट गए जो बहार में -2

त: हमने इक दीप जलाया आँधियाँ चलने लगीं
बुझ गया दिल दिल में लाखों ( हसरतें जलने लगीं ) -2
ल: हम तो सनम फूल …

ल: दिल पे खा के चोट फिर ख़ामोश रहना प्यार है
गर किया शिक़वा तो समझो ( दो दिलों की हार है ) -2
त: मिल के भी हम …

ta: mil ke bhī ham mil na sake -2
k‌yā milā phir pyār meṅ -2
la: ham to sanam phūl haiṅ vo -2
luṭ gae jo bahār meṅ -2

ta: hamne ik dīp jalāyā āṇdhiyāṇ chalne lagīṅ
bujh gayā dil dil meṅ lākhoṅ ( hasarteṅ jalne lagīṅ ) -2
la: ham to sanam phūl …

la: dil pe khā ke choṭ phir khāmośh rahnā pyār hai
gar kiyā śhiqvā to samjho ( do diloṅ kī hār hai ) -2
ta: mil ke bhī ham …