मिल जाते हैं जो बने इक दूजे के वास्ते
कितने दूर दूर हों हम दोनों के रास्ते
मिल जाते हैं जो बने इक दूजे के वास्ते
आ आ जैसे दिल है धड़कन है इक दूजे के वास्ते
जैसे आँख है दर्पण है इक दूजे के वास्ते
जैसे बरखा सावन है इक दूजे के वास्ते
इक सजनी इक साजन है इक दूजे के वास्ते
आ आ आ
उस रब ने जब दिल दिए दिल के दो टुकड़े किये
दोनों पे इक नाम लिखा इक राधा इक श्याम लिखा
अब ये दिल धड़कते हैं मिलते और बिछड़ते हैं
इक दूजे के वास्ते …
हम दोनों इक जान हैं दो दिल इक अरमान हैं
लेकिन अब इस मोड़ पर देखें दामन छोड़कर
वक़्त का है ये फ़ैसला हम तुम हो जाएँ जुदा
मांगें खुशियों की दुआ
इक दूजे के वास्ते …
kitne dūr dūr hoṅ ham donoṅ ke rāste
mil jāte haiṅ jo bane ik dūje ke vāste
ā ā jaise dil hai dhaṛkan hai ik dūje ke vāste
jaise āṇkh hai darpaṇ hai ik dūje ke vāste
jaise barkhā sāvan hai ik dūje ke vāste
ik sajnī ik sājan hai ik dūje ke vāste
ā ā ā
us rab ne jab dil die dil ke do ṭukaṛe kiye
donoṅ pe ik nām likhā ik rādhā ik śhyām likhā
ab ye dil dhaṛakte haiṅ milte aur bichhaṛte haiṅ
ik dūje ke vāste …
ham donoṅ ik jān haiṅ do dil ik armān haiṅ
lekin ab is moṛ par dekheṅ dāman chhoṛkar
vaqt kā hai ye faislā ham tum ho jāeṇ judā
māṅgeṅ khuśhiyoṅ kī duā
ik dūje ke vāste …