Mil hee gaye sajan tum mil hee gaye

मिल ही गये सजन तुम मिल ही गये
Work
Year
Language

मिल ही गये सजन तुम मिल ही गये

चमन देखो खिल ही गये बलम तुम मिल ही गये

मिल ही गये सजन तुम मिल ही गये
चमन देखो खिल ही गये बलम तुम मिल ही गये

आँखें मैंने खोलीं तो आँखों में समाई तू

जब से तुम से प्यार हुआ मेरी जान मुझे जीने का बहाना मिल गया

आँखें मैंने खोलीं तो आँखों में समाई तू
जब से तुम से प्यार हुआ मेरी जान मुझे जीने का बहाना मिल गया

मिल ही गये सजन तुम मिल ही गये
चमन देखो खिल ही गये बलम तुम मिल ही गये

कितने दिन से तुम से लिपटने को तुझ में समाने को तरसा हूँ मैं रे जाँ

कितने दिन से मचला है मेरा दिल तेरे ही सपनों में खोया है मेरा दिल

दिलबर मेरे हो तुम जीवन भी ये है तुम्हारा

प्यार मेरे आई है जवानी ये तेरी मेहरबानी

आँखें मैंने खोलीं तो आँखों में समाई तू
जब से तुम से प्यार हुआ मेरी जान मुझे जीने का बहाना मिल गया

आँखें मैंने खोलीं तो आँखों में समाई तू
जब से तुम से प्यार हुआ मेरी जान मुझे जीने का बहाना मिल गया

जबसे तुमने अपना बनाया है मेरी मोहब्बत के गुल को खिलाया है

जबसे तुमने रस बरसाया है चाहत की कलीयों का मधुबन खिलाया है

आजा जानम हम तुम हँसते-गाते प्यार से जी लें

जान-ए-जाँ गूँजी है हवाओ में तेरी-मेरी कहानी

( आँखें मैंने खोलीं तो आँखों में समाई तू
जब से तुम से प्यार हुआ मेरी जान मुझे जीने का बहाना मिल गया ) -2

mil hī gaye sajan tum mil hī gaye

chaman dekho khil hī gaye balam tum mil hī gaye

mil hī gaye sajan tum mil hī gaye
chaman dekho khil hī gaye balam tum mil hī gaye

āṇkheṅ maiṅne kholīṅ to āṇkhoṅ meṅ samāī tū

jab se tum se pyār huā merī jān mujhe jīne kā bahānā mil gayā

āṇkheṅ maiṅne kholīṅ to āṇkhoṅ meṅ samāī tū
jab se tum se pyār huā merī jān mujhe jīne kā bahānā mil gayā

mil hī gaye sajan tum mil hī gaye
chaman dekho khil hī gaye balam tum mil hī gaye

kitne din se tum se lipaṭne ko tujh meṅ samāne ko tarsā hūṇ maiṅ re jāṇ

kitne din se machlā hai merā dil tere hī sapnoṅ meṅ khoyā hai merā dil

dilbar mere ho tum jīvan bhī ye hai tumhārā

pyār mere āī hai javānī ye terī meharbānī

āṇkheṅ maiṅne kholīṅ to āṇkhoṅ meṅ samāī tū
jab se tum se pyār huā merī jān mujhe jīne kā bahānā mil gayā

āṇkheṅ maiṅne kholīṅ to āṇkhoṅ meṅ samāī tū
jab se tum se pyār huā merī jān mujhe jīne kā bahānā mil gayā

jabse tumne apnā banāyā hai merī mohabbat ke gul ko khilāyā hai

jabse tumne ras barsāyā hai chāhat kī kalīyoṅ kā madhuban khilāyā hai

ājā jānam ham tum hṇste-gāte pyār se jī leṅ

jān-e-jāṇ gūṇjī hai havāo meṅ terī-merī kahānī

( āṇkheṅ maiṅne kholīṅ to āṇkhoṅ meṅ samāī tū
jab se tum se pyār huā merī jān mujhe jīne kā bahānā mil gayā ) -2