Mil gaye mil gaye dilbar mere

मिल गये मिल गये दिलबर मेरे
Work
Year
Language

मिल गये मिल गये दिलबर मेरे

खिल गये खिल गये ख़ाब सुनहरे

उल्फ़त की राहों में आ गये तुम बाँहों में

आँखों में तुम हो ख़ाबों में तुम हो

साँसों में तुम हो जान-ए-जाँ

मिल गये मिल गये दिलबर मेरे
खिल गये खिल गये ख़ाब सुनहरे
उल्फ़त की राहों में आ गये तुम बाँहों में
आँखों में तुम हो ख़ाबों में तुम हो
साँसों में तुम हो जान-ए-जाँ

मेरी तमन्ना है ये मेरे दिल के राजा तुमको मैं सीने से लगा लूँ

मेरी तमन्ना है ये मेरे दिल की रानी ज़ुल्फ़ों में मुझको छुपा लो

तेरे लिये है साजन ज़ुल्फ़ों की ठण्डी छैयाँ

तुझपे फ़िदा हूँ साजन दिल से लगा ले ओ सैय्याँ

लुट ही गया हूँ मैं तो देखा जब से तुझको

तेरी मोहब्बत सजनी रात दिन तरसाये मुझको

जी ना सकूँगी मैं तेरे बिन जान-ए-वफ़ा

होंठों को चूम लूँ मैं ऐ मेरे जान-ए-जाँ

खिल गये खिल गये ख़ाब सुनहरे
उल्फ़त की राहों में आ गये तुम बाँहों में
आँखों में तुम हो ख़ाबों में तुम हो
साँसों में तुम हो जान-ए-जाँ

भीगी फ़िज़ायें प्यारी ठण्डी हवायें सारी आईं हैं छू के तेरी ख़ुश्बू

खिलती जवानी मेरी प्यासी है प्रीतम तेरी दिल में समाया हरदम तू ही तू

ख़ाबों में रखना जानम तेरा आना-जाना

जब दिल पुकारे तुझको प्यार निभाने आ जाना

टूटे कभी न साजन अपना प्यारा बंधन

तुझको बनाया मैंने अपने माथे का चंदन

जी न सकूँगी मैं तेरे बिन जान-ए-वफ़ा
होँठों को चूम लूं मैं ऐ मेरे जान-ए-जाँ

मिल गये मिल गये दिलबर मेरे
खिल गये खिल गये ख़ाब सुनहरे
उल्फ़त की राहों में आ गये तुम बाँहों में
आँखों में तुम हो ख़ाबों में तुम हो
साँसों में तुम हो जान-ए-जाँ

mil gaye mil gaye dilbar mere

khil gaye khil gaye khāb sunahre

ulfat kī rāhoṅ meṅ ā gaye tum bāṇhoṅ meṅ

āṇkhoṅ meṅ tum ho khāboṅ meṅ tum ho

sāṇsoṅ meṅ tum ho jān-e-jāṇ

mil gaye mil gaye dilbar mere
khil gaye khil gaye khāb sunahre
ulfat kī rāhoṅ meṅ ā gaye tum bāṇhoṅ meṅ
āṇkhoṅ meṅ tum ho khāboṅ meṅ tum ho
sāṇsoṅ meṅ tum ho jān-e-jāṇ

merī tamannā hai ye mere dil ke rājā tumko maiṅ sīne se lagā lūṇ

merī tamannā hai ye mere dil kī rānī zulfoṅ meṅ mujhko chhupā lo

tere liye hai sājan zulfoṅ kī ṭhaṇḍī chhaiyāṇ

tujhpe fidā hūṇ sājan dil se lagā le o saiyyāṇ

luṭ hī gayā hūṇ maiṅ to dekhā jab se tujhko

terī mohabbat sajnī rāt din tarsāye mujhko

jī nā sakūṇgī maiṅ tere bin jān-e-vafā

hoṅṭhoṅ ko chūm lūṇ maiṅ ai mere jān-e-jāṇ

khil gaye khil gaye khāb sunahre
ulfat kī rāhoṅ meṅ ā gaye tum bāṇhoṅ meṅ
āṇkhoṅ meṅ tum ho khāboṅ meṅ tum ho
sāṇsoṅ meṅ tum ho jān-e-jāṇ

bhīgī fizāyeṅ pyārī ṭhaṇḍī havāyeṅ sārī āīṅ haiṅ chhū ke terī khuśhbū

khiltī javānī merī pyāsī hai prītam terī dil meṅ samāyā hardam tū hī tū

khāboṅ meṅ rakhnā jānam terā ānā-jānā

jab dil pukāre tujhko pyār nibhāne ā jānā

ṭūṭe kabhī na sājan apnā pyārā baṅdhan

tujhko banāyā maiṅne apne māthe kā chaṅdan

jī na sakūṇgī maiṅ tere bin jān-e-vafā
hoṇṭhoṅ ko chūm lūṅ maiṅ ai mere jān-e-jāṇ

mil gaye mil gaye dilbar mere
khil gaye khil gaye khāb sunahre
ulfat kī rāhoṅ meṅ ā gaye tum bāṇhoṅ meṅ
āṇkhoṅ meṅ tum ho khāboṅ meṅ tum ho
sāṇsoṅ meṅ tum ho jān-e-jāṇ