मिल गए दिल अब तो खुल के मिल ज़रा ... न जीना यह काम है मुश्किल ज़रा
मिल गए दिल अब तो खुल के मिल ज़रा
न जीना यह काम है मुश्किल ज़रा
जान ले ले दे दे वापस दिल ज़रा
न जीना यह काम है …
हाथ मेरा छोड़ सइयां शर्म से मैं मर चली
तू है कोई टेढ़ा काँटा मैं बड़ी नाज़ुक कली
ऐ कली अब फूल बन के खिल ज़रा
न जीना यह काम है …
लौट जाऊं या मैं बरसूं बन के सावन की झड़ी
क्या करूं जाऊं कहां मैं रास्ते में हूँ खड़ी
बढ़ के छू ले अपनी तू मंज़िल ज़रा
न जीना यह काम है …
एक बस तेरी तमन्ना दिल के हर अरमान में
आ ज़रा ले जाएं कश्ती प्यार के तूफ़ान में
छोड़ तूफ़ां को दिखा साहिल ज़रा
न जीना यह काम है …
mil gae dil ab to khul ke mil zarā
na jīnā yah kām hai muśhkil zarā
jān le le de de vāpas dil zarā
na jīnā yah kām hai …
hāth merā chhoṛ saiyāṅ śharm se maiṅ mar chalī
tū hai koī ṭeṛhā kāṇṭā maiṅ baṛī nāzuk kalī
ai kalī ab phūl ban ke khil zarā
na jīnā yah kām hai …
lauṭ jāūṅ yā maiṅ barsūṅ ban ke sāvan kī jhaṛī
kyā karūṅ jāūṅ kahāṅ maiṅ rāste meṅ hūṇ khaṛī
baṛh ke chhū le apnī tū maṅzil zarā
na jīnā yah kām hai …
ek bas terī tamannā dil ke har armān meṅ
ā zarā le jāeṅ kaśhtī pyār ke tūfān meṅ
chhoṛ tūfāṅ ko dikhā sāhil zarā
na jīnā yah kām hai …