म्हारे हिवड़ा में नाचे मोर तक थैया
म्हारे हिवड़ा में
म्हारे हिवड़ा में नाचे मोर तक थैया थैया
भंवरे ने मचाया शोर खिली दिल की कलियां
बदला मौसम बदले नज़ारे या बदला है नजरिया
म्हारे हिवड़ा में …
तू नई नवेली दुल्हन है तेरा रूप प्यार का दर्पन है ओ
तेरे मेंहदी से तेरे गजरे से महका महका मेरा जीवन है
मेरे सवालों का जवाब बन के तू आई सजनिया
ओ म्हारे हिवड़ा में …
ऐसी बंधी प्यार की डोर हुई मैं बांवरिया
बदला मौसम बदले …
ये प्यार का सावन आया है संग प्रीत का मौसम लाया है ओ
जो दिल में छुपा के रखा था वो राज़ लबों पर आया है
दिल में बसा के अपना बना के ले चलो प्रेम नगरिया
म्हारे हिवड़ा में …
चाहे ले जाओ जिस ओर संग चलूंगी सैयां
बदला मौसम बदले …
ये चाँद सितारों की बारात लाई है घड़ी सुहानी
क्या बात है मेरे साथ है मेरे सपनों की रानी
बरसों सताया तूने चैन चुराया मैं आज न छोड़ूं बइयां
हां हां ओ हो हूं हूं
mhāre hivaṛā meṅ
mhāre hivaṛā meṅ nāche mor tak thaiyā thaiyā
bhaṅvre ne machāyā śhor khilī dil kī kaliyāṅ
badlā mausam badle nazāre yā badlā hai najriyā
mhāre hivaṛā meṅ …
tū naī navelī dulhan hai terā rūp pyār kā darpan hai o
tere meṅhdī se tere gajre se mahkā mahkā merā jīvan hai
mere savāloṅ kā javāb ban ke tū āī sajniyā
o mhāre hivaṛā meṅ …
aisī baṅdhī pyār kī ḍor huī maiṅ bāṅvriyā
badlā mausam badle …
ye pyār kā sāvan āyā hai saṅg prīt kā mausam lāyā hai o
jo dil meṅ chhupā ke rakhā thā vo rāz laboṅ par āyā hai
dil meṅ basā ke apnā banā ke le chalo prem nagriyā
mhāre hivaṛā meṅ …
chāhe le jāo jis or saṅg chalūṅgī saiyāṅ
badlā mausam badle …
ye chāṇd sitāroṅ kī bārāt lāī hai ghaṛī suhānī
kyā bāt hai mere sāth hai mere sapnoṅ kī rānī
barsoṅ satāyā tūne chain churāyā maiṅ āj na chhoṛūṅ baiyāṅ
hāṅ hāṅ o ho hūṅ hūṅ