मेरी तरह तुम भी कभी प्यार कर के देखो ना
मेरी तरह तुम भी कभी प्यार कर के देखो ना
चाहत का मुझसे सनम इकरार करके देखो ना
कितना मज़ा है कैसा नशा है प्यार कर के देखो ना
मेरी तरह …
प्यार दिल का सपना है प्यार तुझ से करना है
प्यार के रंगों से आज अपने दिल को रंगना है
आज तक जो कहना था आज तुझ से कहना है
दिल में अब छुपा ले तू दिल में तेरे रहना है
दिल ने कहा है दिल ने सुना है प्यार कर के देखो ना
मेरी तरह …
इस तरह से देखो तुम सादगी बिखर जाए
आज मेरी आँखों में बेखुदी बिखर जाए
चांद जैसे मुखड़े पर चाँदनी बिखर जाए
ज़िंदगी के चेहरे पर आशिक़ी बिखर जाए
तुमको पता है कितनी वफ़ा है प्यार कर के देखो ना
मेरी तरह …
merī tarah tum bhī kabhī pyār kar ke dekho nā
chāhat kā mujhse sanam ikrār karke dekho nā
kitnā mazā hai kaisā naśhā hai pyār kar ke dekho nā
merī tarah …
pyār dil kā sapnā hai pyār tujh se karnā hai
pyār ke raṅgoṅ se āj apne dil ko raṅgnā hai
āj tak jo kahnā thā āj tujh se kahnā hai
dil meṅ ab chhupā le tū dil meṅ tere rahnā hai
dil ne kahā hai dil ne sunā hai pyār kar ke dekho nā
merī tarah …
is tarah se dekho tum sādgī bikhar jāe
āj merī āṇkhoṅ meṅ bekhudī bikhar jāe
chāṅd jaise mukhaṛe par chāṇdnī bikhar jāe
ziṅdgī ke chehre par āśhiqī bikhar jāe
tumko patā hai kitnī vafā hai pyār kar ke dekho nā
merī tarah …