मेरी पहली आरज़ू का ये सलाम याद रखना
र: मेरी पहली आरज़ू का ये सलाम याद रखना
मेरा नाम है मोहब्बत मेरा नाम याद रखना
आ: जहाँ दिल से दिल मिले थे वो मुक़ाम याद रखना
मेरा नाम है तमन्ना मेरा नाम याद रखना
र: मेरी पहली आरज़ू …
आ: ये खिली-खिली फ़िज़ाएँ ये झुकी-झुकी घटाएँ
ये रुकी-रुकी सी बातें ये दबी-दबी सदाएँ
र: यही सुबह प्यार की है यही शाम याद रखना
र: मेरी पहली आरज़ू …
र: मेरे दिल पे छा गया है तेरे रूप का सवेरा
नए चाँद से है रोशन तेरी ज़ुल्फ़ का अँधेरा
आ: मेरे प्यार के जहाँ का ये पयाम याद रखना
र: मेरी पहली आरज़ू …
आ: तेरी हर अदा में देखीं मैने जन्नतों की राहें
र: मेरे दिल में बस गई हैं तेरी मदभरी निगाहें
आ: यही दौर याद रखना यही जाम याद रखना
र: मेरी पहली आरज़ू …
ra: merī pahlī ārazū kā ye salām yād rakhnā
merā nām hai mohabbat merā nām yād rakhnā
ā: jahāṇ dil se dil mile the vo muqām yād rakhnā
merā nām hai tamannā merā nām yād rakhnā
ra: merī pahlī ārazū …
ā: ye khilī-khilī fizāeṇ ye jhukī-jhukī ghaṭāeṇ
ye rukī-rukī sī bāteṅ ye dabī-dabī sadāeṇ
ra: yahī subah pyār kī hai yahī śhām yād rakhnā
ra: merī pahlī ārazū …
ra: mere dil pe chhā gayā hai tere rūp kā saverā
nae chāṇd se hai rośhan terī zulf kā aṇdherā
ā: mere pyār ke jahāṇ kā ye payām yād rakhnā
ra: merī pahlī ārazū …
ā: terī har adā meṅ dekhīṅ maine janntoṅ kī rāheṅ
ra: mere dil meṅ bas gaī haiṅ terī madabhrī nigāheṅ
ā: yahī daur yād rakhnā yahī jām yād rakhnā
ra: merī pahlī ārazū …