मेरी पायल बोले छन छन ... तुझको तरस ना आए
मेरी पायल बोले छन छन मेरा कंगना बोले खन खन खन
तोहे बार बार समझाए मेरी देख जवानी
हाय बेलिया तुझको तरस ना आए
मेरी पायल बोले …
मेरी मेहंदी का रंग लाल अभी तरसाएगा कितने साल
अभी ओ मेरा अब तक हुस्न कंवारा
है मेरा दिल तेरे प्यार का मारा
मेरा यौवन तुझको बुलाए मेरी देख जवानी
हाय बेलिया तुझको …
मेरी चुनरी का रंग धानी है तूने मेरी कदर न जानी है
मेरा प्यार भरा दिल तोड़ दिया मेरी मांग भरी और छोड़ दिया
तूने दिल पर तीर चलाए मेरी देख जवानी
हाय बेलिया तुझको …
merī pāyal bole chhan chhan merā kaṅgnā bole khan khan khan
tohe bār bār samjhāe merī dekh javānī
hāy beliyā tujhko taras nā āe
merī pāyal bole …
merī mehaṅdī kā raṅg lāl abhī tarsāegā kitne sāl
abhī o merā ab tak husn kaṅvārā
hai merā dil tere pyār kā mārā
merā yauvan tujhko bulāe merī dekh javānī
hāy beliyā tujhko …
merī chunrī kā raṅg dhānī hai tūne merī kadar na jānī hai
merā pyār bharā dil toṛ diyā merī māṅg bharī aur chhoṛ diyā
tūne dil par tīr chalāe merī dekh javānī
hāy beliyā tujhko …