मेरी नींद चुरा ले ... मेरी नींद चुरा के
मेरी नींद चुरा ले मेरा चैन चुरा ले
दिल में बसा के मुझको ले जा
बस दिल मुझको दे जा
मेरी नींद …
चाँद से गिरा एक चाँद का टुकड़ा
वो बन गया तेरा सुंदर मुखड़ा
देख तो पीछे मुड़ के
ओ चाँद से मुखड़े वाली
देख मुझे मैं कम तो नहीं हूँ
मैं भी जवाँ हूँ मैं भी हसीं हूँ
तू अपने हुस्न से चाहें मेरा इश्क़ मिला ले
दिल में बसा …
मेरी नींद चुरा के मेरा चैन चुरा के
तुमको मिला क्या दिल धड़का के
फिर दिल को तड़पा के
हो हो हो
मेरी नींद …
हमको लगा क्यूँ तुम हो अपने
टूटा है दिल और टूटे हैं सपने
इतने दिये हैं मुहब्बत ने ग़म
अब उम्र भर बस तड़पेंगे हम
ऐसे ख्वाब दिखा के ऐसी आग लगा के
तुमको मिला क्या …
बेचैनियाँ हैं बेताबियाँ हैं
तन्हाईयाँ हैं रुसवाईयाँ हैं
अब हर घड़ी है ये सिलसिला
तुम भी सुनो कुछ दिल ने कहा
ऐसे जान जला के यूँ दिन रात रुला के
तुमको मिला क्या …
merī nīṅd churā le merā chain churā le
dil meṅ basā ke mujhko le jā
bas dil mujhko de jā
merī nīṅd …
chāṇd se girā ek chāṇd kā ṭukaṛā
vo ban gayā terā suṅdar mukhaṛā
dekh to pīchhe muṛ ke
o chāṇd se mukhaṛe vālī
dekh mujhe maiṅ kam to nahīṅ hūṇ
maiṅ bhī javāṇ hūṇ maiṅ bhī hasīṅ hūṇ
tū apne husn se chāheṅ merā iśhq milā le
dil meṅ basā …
merī nīṅd churā ke merā chain churā ke
tumko milā kyā dil dhaṛkā ke
phir dil ko taṛpā ke
ho ho ho
merī nīṅd …
hamko lagā kyūṇ tum ho apne
ṭūṭā hai dil aur ṭūṭe haiṅ sapne
itne diye haiṅ muhabbat ne ġham
ab umr bhar bas taṛpeṅge ham
aise khvāb dikhā ke aisī āg lagā ke
tumko milā kyā …
bechainiyāṇ haiṅ betābiyāṇ haiṅ
tanhāīyāṇ haiṅ rusvāīyāṇ haiṅ
ab har ghaṛī hai ye silsilā
tum bhī suno kuchh dil ne kahā
aise jān jalā ke yūṇ din rāt rulā ke
tumko milā kyā …